Results 1 to 4 of 4

Thread: Zindagi ke qaza namazon ko kaise ada kiya jaye?

  1. #1
    danish787 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th March 2024 @ 10:40 AM
    Join Date
    28 Aug 2011
    Location
    New Delhi
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    247
    Threads
    64
    Credits
    97
    Thanked
    20

    Default Zindagi ke qaza namazon ko kaise ada kiya jaye?

    Assalamu Alaikum
    maine kuch dino se namaz pabandi ke saath padhne ka erada kar ke padh raha hun. Lekin mujhe ye maloom hua ke jo qaja namazen hain unki adayegi bhi jaroori hai...
    Meri age 24 saal hai aur aisa nahi hai ke maine sirf kuch hi din se namaz padhna shuru kiya hai. Bulke mainnamaz chod chod ke padhta tha. Aur jyadatar kai salon tak nahi padhta tha.
    Mere bhaiyon please mujhe un qaja namazon ki adayegi ka tareeqa bato ke main kaie unko ada karun kuch maloom nahi ke kitni namazen qaza hain aur kitni padhi hain.
    Please help me
    dusri chiz ye ki kya jab qaja namaz padhte hain to sirf farz rikaat hi padhte hain..
    Plz help Allah apko azr dega agar aap meri rahnumai karenge to.

  2. #2
    ZeeshanGeoPK is offline Senior Member+
    Last Online
    10th August 2022 @ 08:02 AM
    Join Date
    24 Oct 2012
    Age
    27
    Gender
    Male
    Posts
    321
    Threads
    48
    Credits
    1,264
    Thanked
    21

    Default

    bahi ap ksi Aalam se rabta kren

  3. #3
    Khushi1 is offline Senior Member+
    Last Online
    24th April 2018 @ 09:49 AM
    Join Date
    04 Nov 2012
    Location
    ~Najany Kahan~
    Gender
    Male
    Posts
    289
    Threads
    31
    Credits
    64
    Thanked
    13

    Default

    no idea

  4. #4
    choyau's Avatar
    choyau is offline Advance Member
    Last Online
    9th October 2021 @ 12:54 AM
    Join Date
    02 Mar 2009
    Gender
    Male
    Posts
    721
    Threads
    74
    Credits
    1,227
    Thanked
    37

    Default

    Ulma nay is ka tariqa esay btaya hai..
    Har farz ki namaz say pahlay usi namaz ki Qaza namaz ada ki jaey..
    Agar fajr ki namaz ka waqt hai to fajr ki Qaza ada karen or agr zuhr ki ho to zuhr ki, isi tartib say ada krtay jaenge...
    or Qaza sirf farz ki adaegi hogi

Similar Threads

  1. *******(Hujra)*******
    By mkasikandar in forum Pashto
    Replies: 56980
    Last Post: 9th October 2017, 08:06 PM
  2. Hum..... kiya sey KIYA ho ga'ey
    By Miss Memon in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 16
    Last Post: 13th March 2010, 07:56 PM
  3. Meri Zindagi Main Kiya Hay
    By iRFAnSajiD in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 8
    Last Post: 9th February 2010, 11:32 PM
  4. Id ka kaisy maloom kiya jaye
    By dua smr in forum Introduction
    Replies: 10
    Last Post: 17th January 2010, 03:42 AM
  5. Replies: 1
    Last Post: 15th February 2009, 12:56 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •