bilkul sahi kaha ha asal mujrim ham awam hi hain k soch samaj ka vote nai dete, kisi k b kehne sa vote cast kar lete hain fir kehtay hain k govt kuch nai karti, kia ham apna farz sahi ada kartay hain? nai nai hame agar apna vote sahi cast karian to shayad kuch ban sakay. pr bharosa kis pr karian? kuch samaj ma nai ata k kia kiya jae? Allah pak hi hamare watan ko mehfooz rakhay Amin!
Bookmarks