Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 17

Thread: Syed wasi shah

  1. #1
    Sajjad8799's Avatar
    Sajjad8799 is offline Senior Member+
    Last Online
    29th March 2017 @ 10:34 PM
    Join Date
    21 Oct 2012
    Location
    Dhanot lodhran
    Gender
    Male
    Posts
    1,356
    Threads
    53
    Credits
    92
    Thanked
    49

    Default Syed wasi shah

    Aslam u alaikum dosto mujhy wasi shah sahib ki ghazal chahyay agar kisi k pas ho to pleas yahan post kar den thanks

  2. #2
    Sajjad8799's Avatar
    Sajjad8799 is offline Senior Member+
    Last Online
    29th March 2017 @ 10:34 PM
    Join Date
    21 Oct 2012
    Location
    Dhanot lodhran
    Gender
    Male
    Posts
    1,356
    Threads
    53
    Credits
    92
    Thanked
    49

    Default

    Kisi k pas b wasi shah ki poetry nhen hy

  3. #3
    Yugi's Avatar
    Yugi is offline Senior Member
    Last Online
    8th November 2015 @ 05:54 PM
    Join Date
    30 Mar 2009
    Location
    Quetta
    Gender
    Male
    Posts
    1,484
    Threads
    62
    Thanked
    77

    Default

    aap ne ghazal nahi likhi kon si ghazal chaye

  4. #4
    msalman1412 is offline Senior Member+
    Last Online
    12th May 2016 @ 11:40 AM
    Join Date
    10 Oct 2012
    Age
    51
    Gender
    Male
    Posts
    80
    Threads
    8
    Credits
    1,000
    Thanked
    8

    Default

    Dayaar-e-Ghair men kaise tujhe sada dete
    Tu mil bhii jataa to tujhe ganva dete

    Tumhin ne ham ko sunaya na apana dukh varana
    Dua wo karte ke ham aasaman hila dete

    Hamen ye zom raha ab ke wo pukaarenge
    Unhen ye zid thi ke har baar ham sada dete

    Wo tera Gham tha ke taasiir mere lahaje ki
    Ke jis ko haal sunaate use rula dete

    Tumhen bhulanaa hi avval to dastaras men nahin
    Jo iKhtiyaar bhii hota to kyaa bhula dete

    Tumharii yaad ne koyei javaab hi na diya
    Mere Khayaal ke aansu rahe sada dete

    Sama'ton ko main taa-umr kosataa Syed
    Wo kuchh na kahate magar honth to hila dete

  5. #5
    Sajjad8799's Avatar
    Sajjad8799 is offline Senior Member+
    Last Online
    29th March 2017 @ 10:34 PM
    Join Date
    21 Oct 2012
    Location
    Dhanot lodhran
    Gender
    Male
    Posts
    1,356
    Threads
    53
    Credits
    92
    Thanked
    49

    Default

    Quote msalman1412 said: View Post
    Dayaar-e-Ghair men kaise tujhe sada dete
    Tu mil bhii jataa to tujhe ganva dete

    Tumhin ne ham ko sunaya na apana dukh varana
    Dua wo karte ke ham aasaman hila dete

    Hamen ye zom raha ab ke wo pukaarenge
    Unhen ye zid thi ke har baar ham sada dete

    Wo tera Gham tha ke taasiir mere lahaje ki
    Ke jis ko haal sunaate use rula dete

    Tumhen bhulanaa hi avval to dastaras men nahin
    Jo iKhtiyaar bhii hota to kyaa bhula dete

    Tumharii yaad ne koyei javaab hi na diya
    Mere Khayaal ke aansu rahe sada dete

    Sama'ton ko main taa-umr kosataa Syed
    Wo kuchh na kahate magar honth to hila dete
    wah zabardast maza a gaya dost kuch or b shair kro

  6. #6
    Sajjad8799's Avatar
    Sajjad8799 is offline Senior Member+
    Last Online
    29th March 2017 @ 10:34 PM
    Join Date
    21 Oct 2012
    Location
    Dhanot lodhran
    Gender
    Male
    Posts
    1,356
    Threads
    53
    Credits
    92
    Thanked
    49

    Default

    Quote Yugi said: View Post
    aap ne ghazal nahi likhi kon si ghazal chaye
    jo b mil jy pleas shair kar den maherbani ho gi
    i love wasi shah s poetory

  7. #7
    msalman1412 is offline Senior Member+
    Last Online
    12th May 2016 @ 11:40 AM
    Join Date
    10 Oct 2012
    Age
    51
    Gender
    Male
    Posts
    80
    Threads
    8
    Credits
    1,000
    Thanked
    8

    Default

    Thanks Sajjad Bhai, len 1 aur Master Piece Wasi shah ka hazir he

    Us ki aankhon main Mohabbat ka Sitara hoga
    Aik din aaye ga wo shakhs hamara hoga

    Tum jahan meray liyen seepian chunti hogi
    Wo kisi aur hi dunya ka kinara hoga

    Zindigi ab k mera naam na shamil karna
    Gar ye tay he k yehi khel dobara hoga

    Jis k honay se meri sans chala karti thi
    Kis tarha us k bagher apna guzara hoga

    Ye achanak jo ujala sa hoa jata he
    Dil ne chupke se tera naam pukara hoga

    Ishq karna he to din raat usay sochna he
    Aur kuch zehn main aaya to khasara hoga

    Ye jo pani main chala aaye sunehri se ghroor
    Us ne darya miain kahen paon utara hoga

    Kon rota he yahan raat k sannaton main
    Meray jaisa hi koye hijr ka maara hoga

    Mujhe ko maloom he jonhi main qadam rakhon ga
    Zindigi tera koye aur kinaara hoga

    Jo meri rooh main badal se garjte hain Wasi
    Us ne seenay main koye dard utara hoga

    Kam mushkil he magar jeet hi lon ga us ko
    Mera Mola ka Wasi jon hi ishara hoga

  8. #8
    msalman1412 is offline Senior Member+
    Last Online
    12th May 2016 @ 11:40 AM
    Join Date
    10 Oct 2012
    Age
    51
    Gender
    Male
    Posts
    80
    Threads
    8
    Credits
    1,000
    Thanked
    8

    Default

    Thanks Sajjad Bhai, lain 1 aur master piece Wasi Shah ka

    Kash main tere haseen hath ka kangan hota

    Tu bare pyar se bare chao se bare araman ke sath
    apani nazuk sii kalae men charhatii mujh ko
    aur betaabi se furqat ke Khizan lamhon men
    Tu kisi soch men Duubi jo ghumatii mujh ko
    Main tere haath ki Khushbu se mahak sa jata
    Jab kabhi mood men aa kar mujhe chumaa karti
    Tere hont.n ki shiddat se main dahak sa jata

    Raat ko jab bhi tu neendon ke safar par jati
    Marmari hath ka ik takiya banaya karati
    Main tere kaan se lag kar kaye baten karta
    Teri zulfon ko tere gaal ko chuma karta
    Jab bhii tu band qaba kholane lagatii jana
    Apani aankhon ko tere husn se khera karta
    Mujh ko betaab sa rakhta teri chahat ka nasha
    Main teri rooh ke gulashan men mahkata rehta
    Main tere jism ke aangan men khanakta rehta
    kuchh nahin to yahi benaam saa bandhan hota

    Kaash main tere haseen hath ka kangan hota

  9. #9
    Sajjad8799's Avatar
    Sajjad8799 is offline Senior Member+
    Last Online
    29th March 2017 @ 10:34 PM
    Join Date
    21 Oct 2012
    Location
    Dhanot lodhran
    Gender
    Male
    Posts
    1,356
    Threads
    53
    Credits
    92
    Thanked
    49

    Default

    Quote msalman1412 said: View Post
    Thanks Sajjad Bhai, lain 1 aur master piece Wasi Shah ka

    Kash main tere haseen hath ka kangan hota

    Tu bare pyar se bare chao se bare araman ke sath
    apani nazuk sii kalae men charhatii mujh ko
    aur betaabi se furqat ke Khizan lamhon men
    Tu kisi soch men Duubi jo ghumatii mujh ko
    Main tere haath ki Khushbu se mahak sa jata
    Jab kabhi mood men aa kar mujhe chumaa karti
    Tere hont.n ki shiddat se main dahak sa jata

    Raat ko jab bhi tu neendon ke safar par jati
    Marmari hath ka ik takiya banaya karati
    Main tere kaan se lag kar kaye baten karta
    Teri zulfon ko tere gaal ko chuma karta
    Jab bhii tu band qaba kholane lagatii jana
    Apani aankhon ko tere husn se khera karta
    Mujh ko betaab sa rakhta teri chahat ka nasha
    Main teri rooh ke gulashan men mahkata rehta
    Main tere jism ke aangan men khanakta rehta
    kuchh nahin to yahi benaam saa bandhan hota

    Kaash main tere haseen hath ka kangan hota
    wah g zbrdast

  10. #10
    msalman1412 is offline Senior Member+
    Last Online
    12th May 2016 @ 11:40 AM
    Join Date
    10 Oct 2012
    Age
    51
    Gender
    Male
    Posts
    80
    Threads
    8
    Credits
    1,000
    Thanked
    8

    Default

    Quote Sajjad8799 said: View Post
    wah g zbrdast
    Thanks sajjad bhai

  11. #11
    Sajjad8799's Avatar
    Sajjad8799 is offline Senior Member+
    Last Online
    29th March 2017 @ 10:34 PM
    Join Date
    21 Oct 2012
    Location
    Dhanot lodhran
    Gender
    Male
    Posts
    1,356
    Threads
    53
    Credits
    92
    Thanked
    49

    Default

    Quote msalman1412 said: View Post
    Thanks sajjad bhai
    wellcome

  12. #12
    masroor4u is offline Advance Member
    Last Online
    1st September 2023 @ 09:03 PM
    Join Date
    04 Dec 2012
    Location
    Pakistan
    Gender
    Male
    Posts
    907
    Threads
    52
    Credits
    210
    Thanked
    29

    Default

    Mohabat Aakhirish hy kya. . ?

    Men shair hu to aksar log mjhse poochte hen
    Mohabat Aakhirish hy kya. . ?
    "wasi" men hans k kheta hu
    ksi piyase ko apne hissey ka pani pilana b mohabat hy
    bhanwar men doobte hue ko sahil tk le jana b mohabat hy
    kahin ham, raaz saare khol sakte hon mgr phr b
    ksi ki bebasi ko dekh kr khamosh reh jana mohabat hy
    ksi k waaste jabrn he honton pr hansi lana mohabat hy
    kahin baarish sehmey, bheegte billi k bache ko
    zra c der ko ghar le k aana b mohabat hy
    koi chiriya jo kamrey men bhatakti aan nikli ho to us chiriya ko
    pankhe band ker k raasta baher ka dikhlana mohabat hy
    mohabat k hazaron rang, laakhon isteaare hen
    ksi b rang men ho ye
    mjhe apna banati hy
    ye mere dil ko bhaati hy. . .
    ( Wasi Shah )

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Shah Wali Ullah
    By Zaara in forum General Discussion
    Replies: 7
    Last Post: 27th April 2013, 05:37 PM
  2. Replies: 2
    Last Post: 5th November 2011, 03:43 PM
  3. Wasi shah
    By Numangumbat in forum Design Poetry
    Replies: 13
    Last Post: 13th July 2010, 07:33 PM
  4. Ghazal - Wasi Shah
    By M-Qasim in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 17
    Last Post: 13th July 2010, 05:01 PM
  5. *~ Wasi SHAH ~*
    By BARi_Bhatti in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 15
    Last Post: 26th November 2009, 06:30 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •