dear friends main agr apny 4shared account sy koi file share krta hn
to wo file agr ksi ny download krni ho to usy 4shared main sign in hona pharta hai
jis ki vaja sy dowload krny wala mushkil main parh jata hai.kun k har ksi ka 4shared ka account ni hota .plz es ki setting bta dain
kun k main ny kain dafa 2sron ki 4shared sy share ki gyi file daikhi hn bohut hi km ksi main sign in hona parha
kindly es bary main guide kr dain
Bookmarks