Asalama'o'Alikum
mery tamam dosto mjy umeed ha ap sub thek hogy
please ap meri aik choti se help kr dain mery pas nokia 1112 ha aur mjy us ko keygaurd wala pasward lagana ha par us ka old pasward mujy nahe pata mainy bhot codes try kiye par sub error aty hain ap koi aisa tariqa btain jis sy main usko pasward laga sakun g aur mjy new software na krna pary aisi tip dain jo sub sy asan ho.
Bookmarks