sad....
yes, but dushman mulk say ap kya achai ki tawaku kartay ho ?
ham bayshak un k star plus dramay daikhain, unki films daikhain un k ganay sunayin, but woh hamaray dushman hain jab say Pakistan bana ha ore dushman hi rahain gain, dost to nahi ban saktay na
to phir aasay dushman mulk say ore kya tawaku ho sakti ha apko ?
very sad
but esa hamry plyers ky sath hi kyo hota
five stars hotel me ye hall ha to baqyo ka to Allah hi hifiz ha
Allah hamary plyers ko apny hifzo aman me rakhye Ameen
http://www.thenewstribe.com/2012/12/...cal-condition/
SHABNAM khan
very sad
Bookmarks