Expert say guzarish hay ke meri madad karin masla ye hay ke mera kuch parsonal data tha us ko main ne pasword laga diya tha or ab main wo passwrd bhol geya hon please mujhe btain ke main pasword keisay pata kar sakta hon

Password kese lagaya tha? koi third party software use kia tha? agar han to uska naam likhen yahan.
deer aap ne zip folder ko Passwrod to nahe lagaya he
Bookmarks