.
Kabhi yaadain kabhi sapnay sohanay bhaij daita hai
mujhay aksar wo yadoo kay khazanay bhaij daita hai
mai jab guzray dino ki talkhiyo ko bhol jata hon
mujhay phir say wo beetay zamanay bhaij daita hai
kabhi kasmain kabhi Ahd-e-wafa ka hosla dae kar
hamay wo zinda rahnay kay bahanay bhaij daita hai
.
Bookmarks