dosto mujhay ye pochna hai ky hum aik landscape page per work ker rahay hain...ab last mein ya start mein hum portrait page kaisay bna saktay hain...mean sara kam landscape mein a raha hai word mein last mein aik covering letter lagana hai ya shuru mein to wo kaisay add karain gay... urrr kia ye hum inpage mein bhi ker saktay hain and in excel too?