Aoa ksy hain sub happy new year mere bhai hian us ne 10th kar li hian or wo keh raha hain k main short coures k liye uk jana chata hain or waha part time job bn karo ga friends itduya ko apne ghar ki tara mana hain jee aab aap batain main kiya karo kiya nahe and ye b lazmi batana k uk shourt coures pay kitna kharcha aata hian
Bookmarks