Mere pas rooted htc explorer hai lekin uska memory card format kar dia gaya hai. Ab rooted hone k bawajod main apps ko sd card mai move nahi kar paraha aur low internal memory ka error bar bar ajata hai. main agar recovery mode main reboot bhi karna chahon to aisa nahi hopata. volume down aur power ka button aik sath press karta hun lekin wohi normal options wali window ajati hai, plz guide me.
Bookmarks