main koi qadionian ka leader nahin. hamara leader to hamara khuda hai.....
mirza sahib a.s ke aane se ahmadiyyat ka inqalab aaya jo aap puri dunya main phel raha hai...
pigs aur saleeb qomain ab islam ki aghosh main arahi hain, yehi saleeb ko torna hai.........
haan to ismain kia shak hai keh rail gari, hawai jahaz, behri jahaz waghairah sab dajjal yani angrez qomon ke hi gadhe (sawarian) hain aur unhon nain hi bane hain to kia in sab ke hote howe bhi mirza ghulab ahmad sahib a.s ki mayyat mubarak ko naoozibillah kisi gadha gari par lahore se qadian lekar jate?????
Bookmarks