aslam alaikum experts
maray pass dsl ka 4 mb conetion ha.main wifi ka new network bnana chahta hn.ap expert ke help chahy k main konsa roter ln or uski kia markeet price ha.or konsa antina lana paray ga.main sirf apny mohaly main dana chata hn jo k 500 meter sequre tk ha.is kay liya mujy tmam tafseel btain.ap expert ka main wait kar rha hn.thanks in advance