Assalam-0-Alaikum
Dosto mere system mai aik masla aya hai,wo ye k jab system on karta ho tou screen mai kuch nahi ata,RAM bhi sahe hai,Maine aik shop wale ko dekhaya usne kaha k motherboard ka masla hai,kya ye ban sakta hai...?or kya masla hai,,

app k graphix card ka masla ho sakta hai!
App F8 dabba ker safemode mein janay ki koshish kerein!
agar safemode mein screen ati hai tou phir mujhay bataein!
aur agar nahi ati den hardware mein masla hoga like vga mein
haan yaar ye masla mere pc main bhi aa rha hai, but jab main usse peeche se off kar de dubara on karta hoon, to wo display dene lagta hai.
Bookmarks