friends me ne hp ka new cpu lia hy laikn us me masla yeh hy ki jab b achanak light fail hojaye to cpu ki windows ur jati hy plzz kisi ko is ka hal pata ho to share karain ki kasie windows ko zaya hone se bachaya ja sakta hy light ki koi timing nhy hy.