[FONT=""][COLOR=""][SIZE=""]salam to alz
bhaio mere pass andriod noirQA1 mobile hay abhi 1 month pehlay menay buy kiya tha . us may masla ye hay k wo hud bahud restart ho jata hay jab restart hota hay to phir hota rehta hay bar bar . yaha tak k on b ni hota phir is ki batry nikal ker dubara lagaey tab button daba ker on kernay par on ho jata hay aur bar bar welome secreen ati jati rehti hay .mainay ye set waranty claim may b diya ubho nay kaha software harab ho gaya tha abhi sai ho gaya hay purey 6 din bad unho nay mujh ko set diya gar aker kab batery laga ker on kiya to thri dayer on reha phir same masla 5 minet sai chala bus bar bar force close ka error ata hey aur set restart koi sulution ho to plz ap bata day ab bar bar q walo ko set nao dena menay . agey he 6 dim unho nay wast ker diey skype on kernay par ziada hota hay menay uninstall ker k dubara skype b kiya even set b restore default ker k delha
[/SIZE][/COLOR][/FONT]
Bookmarks