Psand karny ka shukria... ALLAH pak sab ko smaj ata framy... in logon ko tab smaj aygi jab AALam e ISlam k khilaf k khilaf koi jang chir gai.. to sab sy pehla hathar unka yahi hoga hmara rabta pori dunia sy Kat dena... or yeh sab unhi k ikhtiar main ha.. Ager wo log ham sy sincere hain to abi tak Ip assign karna unky control main q ha???
Pta nahi log kab smjain gy
Bookmarks