hello dosto mara pass ak laptop ka driver install nahi ho rahi main chata ho ka ab woh show be na ho plz help me,,,,,,,,,,,,
hello dosto mara pass ak laptop ka driver install nahi ho rahi main chata ho ka ab woh show be na ho plz help me,,,,,,,,,,,,
aap un drivers ko disable kardain aap ne jo pic di hai us main aap device per right click karain aur disable per click kar dain inshallah aap ka masla hal ho jaye ga reply zaroor dena .
bhai jan disable kardain say os par red koras aa jata hai but woh khtam nahi hoti....
se wo aap ko baar baar tang to nahin kare ga na ager device system main lagi hui hai to zahir si baat hai wo show to ho ga hi na
Bookmarks