Frnds kiya android phone me time guzarny k sath android upgrade kiya ja sakta ha.
For example,
Mene kuch phones ki specification dekhi hy waha likha hota hai ''android 2.2 upgradeable to android 2.3'' ab kiya ye device android 2.3 tak support karti hai ya ise or bi upgrade kiya ja sakta hai.
Bookmarks