main aek website banana chahata hoon magar kuch samaj main nahin aa raha k kahan se start karoon kyun k mujay samaj main nahin aa rahi k site kis cheez ki banao aur us k liye data kahan se agata karoon kya website per shareware software rakh sakta hoon ya koi aur aisi cheez jo doosri website per b ho aur use main apni site per rakhoon kia main aisa karsakta hoon plzzzzzzzzz help
i am waiting
Bookmarks