Assalam o Allaikum... dosto mere saath aik masla hai main jab computer on karta hoon to shuroo main wo koi 7-8 martba on of hota hai. aor phir 7-8 martba restart hota hai . aor phir jaake theek hojata hai. main bahut tang aajata hoon.kiya masla hosakta hai. main ne kai dafa window b kiya hai aor ram wagera nikal k phir lagai hain,lekin phi b problm hai. plz help urgent .main bahut pareshan hoon.
Bookmarks