salam all members main nay inpage pay paper banae lekin main nay math ka paper banaya tu mujhe bara masla hoa q k jab sawalon k neeche lakeer khenchni tu kese khenchon is ka pata nahi chalta tha jab takseem ki alamat lagti thi to rakam agay peeche ho jati hay office pay banati thi tu wahn urdu nahi likhi ja sakti thi jab wahan se sawal likh k copy past kie in page pay tu wahan takseem aur zarb ki alamat pr english k lafaz likhay a gay main bari preshan hoi plz meri help krin aur batain k ye almat kese lagti hain aur han ye back main kese water mark kia jata hay office main tu ho jata hay ye in page main kese mumkin hay plz help me