Assalamualaikum

Mujhay ye pata karna hai k iphone main koi b application kaisay install kar saktay hain.
kahan say milay gi aur iphone par support hogi ya nahi yee b pata karna hai.
For Example:
mujhay Fruit Ninja game apny iphone k liay pahlay search karna hai phr install download karna hai phr install karna hai...

Thanx.
B_B