Results 1 to 5 of 5

Thread: Ghazal

  1. #1
    Zulfiqar Tahir is offline Senior Member+
    Last Online
    15th May 2020 @ 11:31 AM
    Join Date
    06 May 2010
    Location
    Narowal
    Gender
    Male
    Posts
    178
    Threads
    37
    Credits
    38
    Thanked
    9

    Default Ghazal

    Wo Tha Ajeeb Qissa TaQRaaR Karty Karty
    Iqraar Kar Gaya Wo Inkaar Karty Karty
    Is Piyar Ki Haqiqat Ab Tak Khuli Na Mujh Par
    Sab Kuch Ganwa Diya Hai Ye Pyar Karty Karty
    Rasty Se Laot Jana Mumkin Nahi Hai Mera
    Marna Hai Saath Manzil Ko Paar Karty Karty
    Qurbat Men Jo Mila Hai Furqat Men Kho Gaya Hai
    Weeraan Ho Gaya Hun Baazaar Karty Karty
    Mosam Raqeeb Ban Kar Karwat Badal Raha Hai
    Gul Khaar Ban Rahy Hain Mahekaar Karty KartyQismat Ki Muflsi Ka Kirdaar Ban Gaya Hun
    Ab Thak Chuka Hun Main Ye Kirdaar Karty Karty
    Jab Bhi Hoa Adhoora Har Kaam Hi Hua Hai
    Har Kaar Rahy Gaya Hai Har Baar Karty Karty
    Hai Khushnasibi Meri Wo MeeR Samny Hai
    Dam Yun Nikal Hi Jaaey Deedaar Karty Karty

  2. #2
    Zulfiqar Tahir is offline Senior Member+
    Last Online
    15th May 2020 @ 11:31 AM
    Join Date
    06 May 2010
    Location
    Narowal
    Gender
    Male
    Posts
    178
    Threads
    37
    Credits
    38
    Thanked
    9

    Default

    Yeh aaine jo tumhe kam pasand karte hain
    inhe khabhar hai tumhe hum pasand karte hain
    tumhe khuda ne zamane mein nazeen kiya
    meri nazar ne tumhe aur bhi haseen kiya
    tere bagair safar kiya hai rasta kiya hai
    hum aashiqo ko zamane se wasta kiya hai
    ke hum to aap ko janam pasand karte hain
    is liye tumhe mausam pasand karte hain
    yeh aaine jo tumhe kam pasand karte hain
    inhe khabhar hai tumhe hum pasand karte hain
    kareeb aao ke bhar lein tumhe nighaao mein
    tumhe samaait lein in bekaraar baahao mein
    hai kon aisa jise dhakhano mein band kare
    tumhi batao tumhe kuye na hum pasand kare
    ke pyaas log shabnaam pasand karte hain
    koi kare na tumhe hum pasand karte hain
    yeh aaine jo tumhe kam pasand karte hain
    inhe khabhar hai tumhe hum pasand karte hai

  3. #3
    Zulfiqar Tahir is offline Senior Member+
    Last Online
    15th May 2020 @ 11:31 AM
    Join Date
    06 May 2010
    Location
    Narowal
    Gender
    Male
    Posts
    178
    Threads
    37
    Credits
    38
    Thanked
    9

    Default

    *. . .Meena Kumari Naaz. . .*
    Aaghaz To Hota Hai Anjaam Nahi Hota,
    Jab Meri Kahaani Mein Wo Naam Nahi Hota.
    Jab Zulf Ki Kaalak Mein Ghul Jaye Koi Raahi,
    Badnaam Sahi Lekin Gumnaam Nahi Hota.
    Hans Hans Ke Jawaan Dil Ke Hum Kyun Na Chunei'n Tukre,
    Har Shakhs Ki Qismat Mein Inaam Nahi Hota.
    Behte Huwe Aansuo'n Ne Kaha Aankh Se Tham Kar,
    Jo Mey Se Pighal Jaye Woh Jaam Nahi Hota.
    Din Doobe Hain Ya Doobi Baraat Liye Kashti,
    Saahil Pe Magar Koi Kohraam Nahi Hota. . .*

  4. #4
    M UmarBh's Avatar
    M UmarBh is offline Senior Member+
    Last Online
    6th February 2017 @ 08:24 PM
    Join Date
    02 Sep 2012
    Location
    Hyderabad
    Age
    26
    Gender
    Male
    Posts
    5,230
    Threads
    127
    Credits
    0
    Thanked
    148

    Default


  5. #5
    Baazigar's Avatar
    Baazigar is offline V.I.P
    Last Online
    14th April 2024 @ 03:03 PM
    Join Date
    16 Aug 2009
    Location
    Makkah , Saudia
    Gender
    Male
    Posts
    29,911
    Threads
    482
    Credits
    148,899
    Thanked
    970

    Default

    Thanks for Sharing

Similar Threads

  1. Urdu Ghazal
    By Zshan96 in forum Ask an Expert
    Replies: 1
    Last Post: 5th September 2011, 11:23 PM
  2. Solved need ghazal
    By suleman115 in forum Solved Problems (IT)
    Replies: 5
    Last Post: 14th December 2010, 08:26 PM
  3. tu samjhoo ghazal hy.
    By M.Jawad in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 8
    Last Post: 14th December 2009, 05:27 PM
  4. Ghazal Of the Day----Award Goes To......
    By A.A.Yasir in forum Baat cheet
    Replies: 29
    Last Post: 17th June 2009, 09:45 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •