Results 1 to 4 of 4

Thread: Need experts help file is not deleting in windows 7!!!

  1. #1
    danish787 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th March 2024 @ 10:40 AM
    Join Date
    28 Aug 2011
    Location
    New Delhi
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    247
    Threads
    64
    Credits
    97
    Thanked
    20

    Default Need experts help file is not deleting in windows 7!!!

    Mere dell Inspiron 1525 ke D: drive mein 2 file hain jinko main delete karna chahta hun but ye delete nahi ho rahe hai, maine full controll bhi de diya hai phir bhi nahi ho rahe, safe mode mein bhi jake delete kiya phir bhi nahi, please aap It dunya ke members and experts meri help karen mein screen shot de raha hun...
    Attached Images Attached Images    

  2. #2
    ch_ttayyab's Avatar
    ch_ttayyab is offline Senior Member+
    Last Online
    28th September 2016 @ 07:09 PM
    Join Date
    21 Jul 2008
    Location
    Always Alone
    Gender
    Male
    Posts
    548
    Threads
    45
    Credits
    362
    Thanked
    24

    Default

    dear bahi ya system files hain en ko app del nahi kar sako gee wasye b en ka size kb ma hai
    app esa karo foleder option ma jao waha view ma ja k hide system files kar du ya gyeb ho jaine ge

    that's it
    Pm Me For Cheap Voip Deals

  3. #3
    danish787 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th March 2024 @ 10:40 AM
    Join Date
    28 Aug 2011
    Location
    New Delhi
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    247
    Threads
    64
    Credits
    97
    Thanked
    20

    Default

    Assalamu Alaikum Bhai
    Aap ka bahut bahut shukriya ke aapne jawab diya,
    bhai jab mein EA sport cricket apne laptop pe khelta hun to ye halki aawaz dene lagta hai aur garam bhi ho jata hai, aur aise bhi laptop se bahut halki halki sparking ki tarah ya fan chalne ki tarah aawaz aati rehti hai, maine new windows bhi dal kar try kiya hai. mere kuch doston ne bataya ke fan broke ho gaya hai kuch kehte hain ke hardware kharab ho raha hai ya, aur haan normally awaz nahi aati aksar game khelne pe hi awaz aati hai. aur bhai ek problem aur hai wo ye ke mera dvd writer sirf cd read kar raha hai DVD read nahi kar raha hai, maine driver reinstall kar ke bhi dekh liya hai, kya mera DVD writer kharab ho gaya hai? ya ye thik ho sakta hai? waise ye cd read kar rahi hai, please help brother..
    Thnaks
    Danish

  4. #4
    danish787 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th March 2024 @ 10:40 AM
    Join Date
    28 Aug 2011
    Location
    New Delhi
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    247
    Threads
    64
    Credits
    97
    Thanked
    20

    Default

    ch_ttayyab Bhai Mein aapko PM nahi kar sakta kyun ke mere abhi 300 post nahi hue hain sorry...

Similar Threads

  1. 15 Top Windows XP secrets :
    By wahidawan in forum General Discussion
    Replies: 95
    Last Post: 6th May 2015, 04:40 PM
  2. Replies: 2
    Last Post: 5th March 2010, 06:02 PM
  3. Customize Multiboot Startup Options in Windows :
    By wahidawan in forum General Discussion
    Replies: 1
    Last Post: 25th November 2008, 07:12 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •