Pathar tha magar barf k golon ki tarah tha aik shaks andheron mein ujalon ki tarah tha Khuwabon ki tarah tha na khialon ki tarah tha Wo ilm-e-riyazi k sawalon ki tarah tha Uljha hua aisa k kabhi na Hel ho paya Sulja hua aesa k Misalon ki tarah tha Wo mil to gia tha Magar apna he mukaddar Shatranj ki uljhi hui chalon ki tarah tha Wo rooh mein khusbo ki tarah ho gia tehleel Jo door bohat chand k Haalon ki tarah tha
Bookmarks