Meri aankho main
Meri aankho main utra aao
Inhe samundar kr do
Kuch dair hi sahi muhabat ki
nazar kr do
Tot k milo k armaan na reh
jay kio
Yun muhabat k her lamhe
ko amar kr do
Ham pay na aay kio
qayamat sa waqat
Jin k nor se mil jay benai
humain bhi
Apne khawabo ko meri
aankho ki nazar kr do
Duniya ki talab nhi mgr ya
hasrat hai hamari
Apne bahon mai lo dunia se
bekhbr kr do
Bookmarks