main ne torent se game download ki hai download hone ke baad seeding aa raha hai ab kya karon kafi der se aa raha hai main ne out put memory card select kya tha