Bhai main apni HD apne dost ko de raha ho jo 80 GB ki hai us main mera Data ta wo maine apni Dosri HD main Copy kar diya us k bad Wo HD Format kar di magar jab maine hard disk data recovery KI to Photo wapas a gay ab ap kuch asa batao jo mera Data recovery na ho PLZ help