plz koi meray maslay ka hall btao ma K S A ma hon or muje pakistran men phon per apne ghar walon se baat krni hoti hai meray pass to net hai pr pakistan meray ghar net nai hai or koi asa b nai hai jo net chala sakta ho is lea phon pr he baat krni hoti hai or wo to bohat mehnga prta hai ma chahta hon k ma net se phon pr call kr lea kron wo kafi sasta hota hai pr muje pata nahi k ma ye kasay kron koi bta sakta hai k ye kasy mumkin hai matlab k mujay kahan pasay jama krane hon gey or kon c web sit sab se sasti hai plz agr kisi ne try kia ho to bta de