Results 1 to 5 of 5

Thread: html help

  1. #1
    Ch mehmood's Avatar
    Ch mehmood is offline Senior Member+
    Last Online
    10th May 2018 @ 01:49 PM
    Join Date
    11 Dec 2012
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    467
    Threads
    144
    Credits
    97
    Thanked
    13

    Default html help

    friends html ki thred tu bht dakhi lakin ma yah nae smjh pa rha k html k faidy kya kya han ? nd fb pe yah hamary koe kam a skti k nai ? plz koe tafseel se bta dy k html k fwaid kya kya han ab yah na khna k html pori clas hy wosb ma dakh chuka hun lakin mjy yah nai smjh ati k web hosting k elawa b es ka koe kam hy agr han tu plz tafseel se bta dain thanx

  2. #2
    Join Date
    01 Dec 2012
    Location
    Karachi Pakista
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    1,988
    Threads
    409
    Credits
    0
    Thanked
    181

    Default

    HyperText Markup Language (HTML)
    ya aik language hai aap as ko cumputer ki zaban b kaha sakta ho
    ya website ka kam ati hai aap as se kio b website bana sakta ho
    more information HTML click Here

  3. #3
    Join Date
    05 Jan 2008
    Gender
    Male
    Posts
    14,710
    Threads
    673
    Credits
    10,901
    Thanked
    1925

    Default

    bhai ye html aik computer language he website banane ke kaam ate he is ki or buhut sari qism he jes php ,html, waghera

  4. #4
    imranpk's Avatar
    imranpk is offline Senior Member+
    Last Online
    31st October 2023 @ 08:34 AM
    Join Date
    21 Jan 2006
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    349
    Threads
    44
    Credits
    17
    Thanked
    33

    Default

    Quote Sahil_Jaan said: View Post
    bhai ye html aik computer language he website banane ke kaam ate he is ki or buhut sari qism he jes php ,html, waghera
    php html ki kisam nahi hai ye server side language hai jo at the end html mai convert ho jati hai.

    Html web pages banane mai kaam ati hai. Html ki madam se page ka structure banta hai is mai tags use hotay hain like <html> <body> </body> </body>.

    Course section mai tutorials avaialable hai wo parhai ye buht asaan hai

  5. #5
    ym_2k's Avatar
    ym_2k is offline Senior Member+
    Last Online
    12th September 2016 @ 04:50 AM
    Join Date
    15 Sep 2008
    Location
    Karachi
    Gender
    Male
    Posts
    123
    Threads
    6
    Credits
    991
    Thanked
    7

    Default

    Assalam u Alekum to All
    pehle to me app ko batata chalon ke html sirf html nahe rahi he ab HTML buhat behtareen aur karamad language ban gayi he.
    html ko waqt ke sath update ker ke html5 kerdia gaya he aur pehle jo dhtml waghera thi woh sab ab html5 me add hochuki hain. app ne android mobile ka software dekha hoga jo ke shayad app ko nahe pata ke isi html5 ki language pe bana howa he aur ab html ke sath ajax, php, css sab aik munzim HTML5 language tayar hogayi he aur ab to android mobile ki tamaam applications ziada tar html5 per hi tayyar ki jarahi hain. iske saath hi windows 8 me iska use kuch ziada hi howa he. aur umeed he ke aik waqt aayega jab hum www.website.com ka url open karenge to us website ke browser me adobephotoshop ka software bina install kiye app use ker sakenge kyun ke technology updated horahi hai. aur is waqt html5 ka work kuch ziada hi he. rahi baat ******** ki to muje aik dost ne bataya tha ke ******** ne html5 ke ishtraak se apna aik alag version FBML launch ker diya he.

Similar Threads

  1. Html LearnIng Must ViewWW *.^...
    By Rau7* in forum English IT Zone
    Replies: 20
    Last Post: 10th December 2015, 04:53 PM
  2. :HtmL Basis LearNing:Html PrOgramming
    By Rau7* in forum English IT Zone
    Replies: 28
    Last Post: 8th September 2012, 01:27 PM
  3. Basic HTML
    By peshawarman in forum English IT Zone
    Replies: 9
    Last Post: 8th April 2012, 04:11 PM
  4. BestAddress HTML Editor 2009 Professional 15.0.1
    By Max_ in forum English IT Zone
    Replies: 0
    Last Post: 6th June 2009, 02:46 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •