Pre-Entry Proficiency Test (PPT)
what is ppt ??
jis trha fsc k baad university main dakhlay k liye ap ko etry test daina parta hai usi trha ap ko CA main b enter honay k liye entry test daina parta hai jis ka naam PPT hai.
agr ap k marks 60% ya is say ziada hain to ap ko ye test muaaf ho jata hai.
jis shaks k inter main marks 45% say kam hon to wo kisi surat CA main enter nai ho skta
ppt total 100 marks ka hota hai jis main ap se 3 subjects ka test liya jata hai
English 60 marks
Arithmetic & Logic 20 marks
General Knowledge 20 marks
agr ap k marks ppt main 50% hain to ap CA main enter ho sktay hain wrna ppt dobara daina parta hai.
ye test March, June, September and December main hotay hain
Bookmarks