Page 5 of 12 FirstFirst ... 2345678 ... LastLast
Results 49 to 60 of 139

Thread: *$* Agr Ap Ko CA K Liye Guidence Chahiye To Visit Krain *$*

  1. #49
    Punjabian5's Avatar
    Punjabian5 is offline Senior Member+
    Last Online
    1st February 2016 @ 05:13 PM
    Join Date
    04 Jun 2013
    Location
    lahore
    Gender
    Male
    Posts
    1,363
    Threads
    90
    Credits
    0
    Thanked
    71

    Default

    Quote Waseem_129 said: View Post
    Very nice thank u
    welcome brother
    Expert in SEO... Have almost 60gb of graphics data... Any one can pm me for desired graphic.. If i have i will give..

  2. #50
    Punjabian5's Avatar
    Punjabian5 is offline Senior Member+
    Last Online
    1st February 2016 @ 05:13 PM
    Join Date
    04 Jun 2013
    Location
    lahore
    Gender
    Male
    Posts
    1,363
    Threads
    90
    Credits
    0
    Thanked
    71

    Smile

    Quote ziakhan12 said: View Post
    السلام علیکم
    اتنا اچھا اور معلوماتی تھریڈ بنانے پر مبارکباد ۔۔۔ آپ سے یہ پوچھنا تھا کہ میں نے آئی کوم کیا ہوا ہے اب اگر میں سی اے کروں گا تو اس میں کتنے سال لگیں گے ؟؟ اور ایک درمیانے درجے کے طالب علم کو دن میں کتنے گھنٹے کا وقت دینا پڑے گا اس کے لیے ؟؟
    bhai ap ne icom kia hai ya fsc is se itna farq nai parta.ap jitni dair main paper clear krain gay wo ap per depend krta hai.normal 6 years hain

    har student k parhne ka apne tarika hota hai kuch aisay hotay hain k just 1 ghanta parhtay hain uar unhain sb samjh aa jati hai but kuch aisay hotay hain k same study ko 1 ghantay ki bjaye 4 ghantay samjhnay main lgatay hain.

    lekin on an average agr ap 3-4 ghantay b parh lain to acha hai.

  3. #51
    CTWO's Avatar
    CTWO is offline Senior Member+
    Last Online
    18th February 2016 @ 08:12 PM
    Join Date
    08 Jun 2010
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    1,784
    Threads
    97
    Credits
    980
    Thanked
    408

    Default

    السلام علیکم
    برادر میرا چھوٹا بھائی ہے اس کو سی اے کروانا چاہتا ہوں۔
    آپ کے خیال میں کونسا انسٹیوٹ اچھا رہے گا؟ کامرہ میں بڑے بھائی ہوتے ہیں وہ ان کے پاس رہتا ہے۔ اٹک میں کام سیٹس کا انسٹیوٹ ہے۔
    چھوٹے بھائی نے ڈی کام (ستر فی صد) بی کام میں (پچاس فی صد-پنجاب یونیورسٹی) نمبر لئے ہیں۔ اس کے لئے کچھ گائڈ کر دیں۔
    برادر میں نے سنا ہے کہ سی اے میں دو یا تین سمسٹر کلئیر کرلیں تو جابز آفر ہوتی ہیں۔ اس میں کتنی حقیقت ہے؟
    سی اے کے کورس اور پڑھائی کے متعلق گائڈ کر دیں۔
    آپ کا بہت بہت بہت مشکور ہوں۔ اس تھریڈ کیلئے۔ ڈھیروں دُعائیں۔

  4. #52
    Punjabian5's Avatar
    Punjabian5 is offline Senior Member+
    Last Online
    1st February 2016 @ 05:13 PM
    Join Date
    04 Jun 2013
    Location
    lahore
    Gender
    Male
    Posts
    1,363
    Threads
    90
    Credits
    0
    Thanked
    71

    Default

    CTWO :-

    bhai main ap ki tmam baton ka tasalli baksh jawab dainay ki koshish krun ga.agr kuch samjh na aye to main hazir hun.
    sb se pehle to main registration ki baat krun ga.ICAP jo k CA ki Professional body hai us k mutabik CA main dakhla liany k liye kam az kam inter hona zururi hai aur us main minimum 45% marks zururi hain jo k ap k bhai ne kia hia aur 70% marks achay hain.aur graduation ki base per b dakhla lay sktay hain aur agr graduation ki base per dakhla laina ho to 2nd division hona zururi hai.jo k shayad ap k bhai k pas nai hai.lekin koi tention ki baat nai hia ap inter ki base per admission krwayen ho jaye ga aur ap se koi nai puchay ga k ap inter ki base per kyn krwa rhay hain.is main koi masla nai hoga.


    dosri baat hai institute ki.bhai mujhe nai pta k ap k area main kitnay aisay institute hain jo k CA krwatay hain.agr ap mujhe just ye pta kr k bta dain k kon kon say institute hain jo CA krwatay hain to main ap ko ye bta skta hun k kon sa theek rhay ga.lekin agr ap k area main " skans , pac , cfe , caps etc" main se koi b institute ho to wo ziada behtar hai.phr b ap mujhe confirm kr k btayen gay to main ap ko bta dun ga.aur COMSAT shayad CA nai krwati agr krwati hai to wo b acha ho skta hai.

    ap ka 3rd question jo k jobs k mutallik hai.
    bhai NEXT YEAR yani 2014 k mid main ICAP apni Study POlicy ko change kr rha hai.wo policy un ki website per pari huwi hai mgr abhi tk wo Just web per he available hai aur ICAP ne usay abhi pura explain nai kia isi waja se koi b teacher usay explain nai kr rha k jb tk khud ICAP explain na kray hum nai bta sktay.lekin ye baat confirm hai k wo policy implement zurur honi hai aur wo policy ko daikhnay se he pta chalta hai k wo policy current policy se thori difficult hai.

    ap ye soch rhay hon gay k is main job ka kia ta'alluk.bhai jan asal main aj kal Modules system chal rha hai jaisa k smester system hota hai same usi trha just name change hain.total 6 modules hain "A ,B ,C ,D ,E ,F". pehle 4 clear krnay k baad 3.5 saal ki internship(training) zururi hai aur wo parhai ka hissa hai is doran hmain 8000-10000 milta hai.us k baad agr ap baki 2 modules agr kisi b waja se nai krtay to b ap ko job ki tention nai hoti.achi job mil jati hai aj kal takreebun 30000-40000 starting hai just pehle 4 module clear krnay k baad.ab jaisa k main ne btaya k policy change ho rhi hai us lihaz se hmain job k ranks b change ho kr milain gay.abhi jo system hai us k mutabik 4 modules clear krnay k baad he job milti hai magr new policy k mutabik CA ki jobs k 4 rank bna diye gaye hain.us main modules ko khatam kr dia gya hain.

    mtlb ye keh job asani se mil skti hai but paper clear jona zururi hain.


    baki ap abhi course rehnay dain pehle ye jo 3 batain main ne samjhany ki koshish ki hai wo samjh lain agr samjh aa jaye to bta daina main ap ko study materil k baray main b bta dun ga.


    agr kisi baat ki samjh na aye to zurur poch lena. aur khas tor per meray liye b dua kijiye ga k Allah mujh sameet sab ko kamyabi ata farmaye.meray b paper aa rhay hain september main.

    post main agr koi ghalti ho gai ho to muaaf kr dena.

    shukria thread pasand krnay ka

  5. #53
    Masoud-khan's Avatar
    Masoud-khan is offline Senior Member+
    Last Online
    9th September 2020 @ 01:21 AM
    Join Date
    23 Mar 2013
    Location
    karachi
    Gender
    Male
    Posts
    1,704
    Threads
    130
    Credits
    75
    Thanked
    112

    Default

    Bhai Mujy Ye Janna Hai Software Engineering K Ley Kaha Tak Parna Hai Or Matric K Baad Kharcha Kitna ayega Or Ha Matric Ky Percentage Kya Hona Chahey.......Bhai Mujy Ap Pm Kardy ThankYou

  6. #54
    CTWO's Avatar
    CTWO is offline Senior Member+
    Last Online
    18th February 2016 @ 08:12 PM
    Join Date
    08 Jun 2010
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    1,784
    Threads
    97
    Credits
    980
    Thanked
    408

    Default

    Quote punjabian5 said: View Post
    ctwo :-

    bhai main ap ki tmam baton ka tasalli baksh jawab dainay ki koshish krun ga.agr kuch samjh na aye to main hazir hun.
    Sb se pehle to main registration ki baat krun ga.icap jo k ca ki professional body hai us k mutabik ca main dakhla liany k liye kam az kam inter hona zururi hai aur us main minimum 45% marks zururi hain jo k ap k bhai ne kia hia aur 70% marks achay hain.aur graduation ki base per b dakhla lay sktay hain aur agr graduation ki base per dakhla laina ho to 2nd division hona zururi hai.jo k shayad ap k bhai k pas nai hai.lekin koi tention ki baat nai hia ap inter ki base per admission krwayen ho jaye ga aur ap se koi nai puchay ga k ap inter ki base per kyn krwa rhay hain.is main koi masla nai hoga.


    Dosri baat hai institute ki.bhai mujhe nai pta k ap k area main kitnay aisay institute hain jo k ca krwatay hain.agr ap mujhe just ye pta kr k bta dain k kon kon say institute hain jo ca krwatay hain to main ap ko ye bta skta hun k kon sa theek rhay ga.lekin agr ap k area main " skans , pac , cfe , caps etc" main se koi b institute ho to wo ziada behtar hai.phr b ap mujhe confirm kr k btayen gay to main ap ko bta dun ga.aur comsat shayad ca nai krwati agr krwati hai to wo b acha ho skta hai.

    Ap ka 3rd question jo k jobs k mutallik hai.
    Bhai next year yani 2014 k mid main icap apni study policy ko change kr rha hai.wo policy un ki website per pari huwi hai mgr abhi tk wo just web per he available hai aur icap ne usay abhi pura explain nai kia isi waja se koi b teacher usay explain nai kr rha k jb tk khud icap explain na kray hum nai bta sktay.lekin ye baat confirm hai k wo policy implement zurur honi hai aur wo policy ko daikhnay se he pta chalta hai k wo policy current policy se thori difficult hai.

    Ap ye soch rhay hon gay k is main job ka kia ta'alluk.bhai jan asal main aj kal modules system chal rha hai jaisa k smester system hota hai same usi trha just name change hain.total 6 modules hain "a ,b ,c ,d ,e ,f". Pehle 4 clear krnay k baad 3.5 saal ki internship(training) zururi hai aur wo parhai ka hissa hai is doran hmain 8000-10000 milta hai.us k baad agr ap baki 2 modules agr kisi b waja se nai krtay to b ap ko job ki tention nai hoti.achi job mil jati hai aj kal takreebun 30000-40000 starting hai just pehle 4 module clear krnay k baad.ab jaisa k main ne btaya k policy change ho rhi hai us lihaz se hmain job k ranks b change ho kr milain gay.abhi jo system hai us k mutabik 4 modules clear krnay k baad he job milti hai magr new policy k mutabik ca ki jobs k 4 rank bna diye gaye hain.us main modules ko khatam kr dia gya hain.

    Mtlb ye keh job asani se mil skti hai but paper clear jona zururi hain.


    Baki ap abhi course rehnay dain pehle ye jo 3 batain main ne samjhany ki koshish ki hai wo samjh lain agr samjh aa jaye to bta daina main ap ko study materil k baray main b bta dun ga.


    Agr kisi baat ki samjh na aye to zurur poch lena. Aur khas tor per meray liye b dua kijiye ga k allah mujh sameet sab ko kamyabi ata farmaye.meray b paper aa rhay hain september main.

    Post main agr koi ghalti ho gai ho to muaaf kr dena.

    Shukria thread pasand krnay ka
    بہت بہت بہت شکر گزارہو ں آپ کا برادر، آپ نے تسلی بخش جواب دیا ہے۔ برادر بی کام میں 50 فی صد نمبر سیکنڈ ڈویژن بن جاتی ہے۔

    ایک اور بات پوچھنا تھی۔ آپ کے انسٹیوٹ کی کتنی فیس ہے؟ ٹیوشن فیس کہہ لو۔

  7. #55
    Punjabian5's Avatar
    Punjabian5 is offline Senior Member+
    Last Online
    1st February 2016 @ 05:13 PM
    Join Date
    04 Jun 2013
    Location
    lahore
    Gender
    Male
    Posts
    1,363
    Threads
    90
    Credits
    0
    Thanked
    71

    Default

    Quote CTWO said: View Post


    بہت بہت بہت شکر گزارہو ں آپ کا برادر، آپ نے تسلی بخش جواب دیا ہے۔ برادر بی کام میں 50 فی صد نمبر سیکنڈ ڈویژن بن جاتی ہے۔

    ایک اور بات پوچھنا تھی۔ آپ کے انسٹیوٹ کی کتنی فیس ہے؟ ٹیوشن فیس کہہ لو۔
    Agr ap isi thread ki post 44 and 45 parhain gay to ap ko fee ka andaza ho jaye ga.main pac main jata hun.us ki fee b post 45 main likhi hai main ne

  8. #56
    CTWO's Avatar
    CTWO is offline Senior Member+
    Last Online
    18th February 2016 @ 08:12 PM
    Join Date
    08 Jun 2010
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    1,784
    Threads
    97
    Credits
    980
    Thanked
    408

    Default

    Quote Punjabian5 said: View Post


    Was salam
    Bhai jan shukria pasand krnay ka.
    Jaisa k ap ki location k mutabik ap layyah main rehtay hain magr main lahore main.main ap ko layyah ki fees k mutallik exact to nai bta skta but 1 idea day daita hun ta k ap ko andaza ho jaye.

    CA ki tution fee alag hai aur jis trha hm paper fund jama krwatay hain 9th 10th main usi trha wo fees alag hai.pehle main paper fund ki baat krta hun.
    Jo CA ka regulatory idara hai ICAP hmain paper fund usay daina hota hai.aur wohi hmaray paper laita hai.us ki fees main b mehangai ki waja se har dafa izafa hota ja rha hai.us ki fees ka schedul main day dun ga ap ko agr samajh aya to theek wrna main samjha dun ga.bus abi ye samjhain k jb ap 6 months k baad paper fund jama krwayen gay to 7000-9000 tk bun jata hai.
    Quote Punjabian5 said: View Post
    ab atay hain tution fee ki taraf mtlb jis instiute se hm paperon ki tyari krtay hain.
    Yhaan lahore main kafi idaray hain jo ca ki tyari krwatay hain un main

    PAC
    SKANS
    RISE
    CAPS
    CFE etc shamil hain.
    Har 1 ki fee apnay naam k lihaz se hai mtlb jo jitna mash'hoor utni ziada fee.
    Is waqt PAC ki fee sab se ziada hai.1 paper ka 16000 laitay hain.isi trha Skans walay 11000/paper laitay hain.aur isi trha tmam ki fee different hai.ap apnay area main pta krain agr to koi institute ca krwata hai to un se fees ka pta krain.
    Agr mazeed koi question ho to zurur puch lena.
    برادر بہت شکریہ
    یہاں تک تو سمجھ گیا۔ اب یہ بتا دیں کہ کتنے پیپر ہوں گے؟ ہر پیپر کا 16000 سے 21000 آپ نے بتادیا۔ اور پیپرز کتنے دورانیہ بعد ہوتے ہیں۔

  9. #57
    Punjabian5's Avatar
    Punjabian5 is offline Senior Member+
    Last Online
    1st February 2016 @ 05:13 PM
    Join Date
    04 Jun 2013
    Location
    lahore
    Gender
    Male
    Posts
    1,363
    Threads
    90
    Credits
    0
    Thanked
    71

    Default

    Quote CTWO said: View Post




    برادر بہت شکریہ
    یہاں تک تو سمجھ گیا۔ اب یہ بتا دیں کہ کتنے پیپر ہوں گے؟ ہر پیپر کا 16000 سے 21000 آپ نے بتادیا۔ اور پیپرز کتنے دورانیہ بعد ہوتے ہیں۔
    Total 20 papers hain ap un k name ki list post # 12 main parh sktay hain.
    Foundation (module A and module B) aur intermediate (module C and module D) k paper march aur september k first week main hotay hain aur jo final paper hain (module E and module F) wo june aur december main hotay hain.aur in ka result paperon k baad takreebun 1.5 months k baad aa jata hai.

  10. #58
    Punjabian5's Avatar
    Punjabian5 is offline Senior Member+
    Last Online
    1st February 2016 @ 05:13 PM
    Join Date
    04 Jun 2013
    Location
    lahore
    Gender
    Male
    Posts
    1,363
    Threads
    90
    Credits
    0
    Thanked
    71

    Default

    Quote Masoud-khan said: View Post
    Bhai Mujy Ye Janna Hai Software Engineering K Ley Kaha Tak Parna Hai Or Matric K Baad Kharcha Kitna ayega Or Ha Matric Ky Percentage Kya Hona Chahey.......Bhai Mujy Ap Pm Kardy ThankYou
    Bhai mujhe engineering k mutallik itna kuch khas nai pta kyn k wo meri field nai hai lekin thora bohat to bta he skta hun k matric k baad agr ap k marks achay hain to kisi achay say college main I.C.S krain.agr scholarship base par jayen gay to free ho jaye ga wrna ap jis b institute main jana chahtay hain wahan se fees pta krain.phr 2 saal k I.C.S k baad ap ko kisi achi university main dakhla laina hoga.agr ap k ics main marks achay hn gay tb he achi university main dakhla milay ga.wahan ap ka 1 entry test hoga phr ap k entry test aur ics k marks ki base par dakhla milay ga.fees ka mujhe nai pta kyn k kabhi pta nai kia aur wesay b universities ki fees har session k baad increase hoti ja rhi hai

  11. #59
    Masoud-khan's Avatar
    Masoud-khan is offline Senior Member+
    Last Online
    9th September 2020 @ 01:21 AM
    Join Date
    23 Mar 2013
    Location
    karachi
    Gender
    Male
    Posts
    1,704
    Threads
    130
    Credits
    75
    Thanked
    112

    Default

    Quote Punjabian5 said: View Post


    Bhai mujhe engineering k mutallik itna kuch khas nai pta kyn k wo meri field nai hai lekin thora bohat to bta he skta hun k matric k baad agr ap k marks achay hain to kisi achay say college main I.C.S krain.agr scholarship base par jayen gay to free ho jaye ga wrna ap jis b institute main jana chahtay hain wahan se fees pta krain.phr 2 saal k I.C.S k baad ap ko kisi achi university main dakhla laina hoga.agr ap k ics main marks achay hn gay tb he achi university main dakhla milay ga.wahan ap ka 1 entry test hoga phr ap k entry test aur ics k marks ki base par dakhla milay ga.fees ka mujhe nai pta kyn k kabhi pta nai kia aur wesay b universities ki fees har session k baad increase hoti ja rhi hai
    Mai Ap Ka Boht Shukar Guzar Hu K Jitna Ap Ko Pata Tha Ap Nay Mujy Samja Deya ThankYOu

  12. #60
    CTWO's Avatar
    CTWO is offline Senior Member+
    Last Online
    18th February 2016 @ 08:12 PM
    Join Date
    08 Jun 2010
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    1,784
    Threads
    97
    Credits
    980
    Thanked
    408

    Default

    Quote punjabian5 said: View Post


    total 20 papers hain ap un k name ki list post # 12 main parh sktay hain.
    Foundation (module a and module b) aur intermediate (module c and module d) k paper march aur september k first week main hotay hain aur jo final paper hain (module e and module f) wo june aur december main hotay hain.aur in ka result paperon k baad takreebun 1.5 months k baad aa jata hai.
    برادر آپ کا بہت بہت شکریہ
    کیا آپ اب کچھ بڑھائی کے بارے بتا سکتے ہیں؟ کورس آسان ہوتا ہے یا مشکل؟
    سنا ہے کہ سی اے کے پیپرز میں کچھ ہی امیدوار پاس ہوتے ہیں باقی سب کو فیل کی جاتا ہے۔ اس بات میں کتنی صداقت ہے۔2

Page 5 of 12 FirstFirst ... 2345678 ... LastLast

Similar Threads

  1. Yaar mujhey mere Nokia E72 ke liye certificate or key chahiye..
    By Moazzam_Ali in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 4
    Last Post: 30th March 2012, 08:14 PM
  2. Solved Mujhy Inpage Software Chahiye Windows 7 64-bit k liye.
    By BarFaniBhalu in forum Solved Problems (IT)
    Replies: 3
    Last Post: 13th March 2012, 01:58 AM
  3. Nokia 1100 k Liye Software Chahiye
    By zubair321 in forum Ask an Expert
    Replies: 5
    Last Post: 14th June 2009, 08:41 AM
  4. advance device lock chahiye nokia 6220 k liye
    By kjkk in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 2
    Last Post: 10th June 2009, 12:47 PM

Tags for this Thread

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •