salam,

koi sir ya madam mujhy isa server ki full installation sikha sakta hai, mene aik jagah job k liye apply kia hai wahan isa installation karni hai,
mujhy isa ki tutorial ya courses ka bata dain plz

shukriya