AOA

Meray pass Tenda ka 3G router hai mainy us main wateen ki device say line di hoi thi jis say main wifi use karta tha aur uski default setting DHCP say thi magar main office main device use karnay kliay laya hon wahan ki ip setting manually hai mainy device ki setting main ja k usko set kiya aur jo ip system main arahi hai wohi ip subnet mask, gateway aur DNS wagaira dala hai magar woh kah raha IP address identical to lan..... koi help kar sakta hai is main ya mujhay kisi network expert say link karna paray ga???

BB