Page 1 of 9 1234 ... LastLast
Results 1 to 12 of 97

Thread: -= Islam Ahamdiyyat =-

  1. #1
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Thanked
    0

    Default -= Islam Ahamdiyyat =-



    Assalam-0-Alaikum

    My name is Meer Balaj and I am Ahamadi Muslim Alhamdolilah. If any bro want to ask any question regarding my Jammat please don't hesitate to post. I will feel honor to reply to ur questions.

    Jazak Allah

  2. #2
    Zia-BH's Avatar
    Zia-BH is offline Senior Member+
    Last Online
    26th October 2016 @ 01:14 PM
    Join Date
    28 Dec 2007
    Location
    Saudi Arabia
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    375
    Threads
    9
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Wa-Alykum Asslam

    Aap jamaat-e-Ahmediya Se Taluq Rakhatay Hain Aap Ko Meri Taraf Se Khush Aamdeed.

    Aap Nay Kalma-e-Tayyiba Likha Huwa Hai Jis Ki Waja Se Main Aap Ko Bhaaee Kehta Hun...

    Mera Sawwaal Hai Kay Qura'aan Main Hazrat Muhammad (SAW) Ko Khaatam-Unnabiyeen kaha Geya Hai, Hummaara Eemaan Hai K Aap(saw) Khaatam-Unnabiyeen Hain, Keya Aap Is Aayat Pe Yaqeen Rakhtay Hain K Mohammad(SAW) k bad koi Nabi Ya Rasool Naheen Aaye Ga?? Q K Nabbuwwat Aap(SAW) Pe Khatam Ho Gaee ....
    Reply Karain .
    Education is Our Passport To The Future...

  3. #3
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Thanks Zia for welcOming me to this forum ..!!

    I typed the whOle detail but unfortunately light went off so this time i'll not go in detail just few things to say ..!!

  4. #4
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Thanks Zia tum nai mujhe apna bhai to kaha kion kai mein nai kalima parha warna buhat so log to aaj kal kalima parhnay walai ko bhi bhai nahi kehtay
    it means u r very kind hearted person not like others

    Moderator sahib please dont delete our post let us (ahmadis) post our reviews against ur questions and cuttings ... humesha sai yeh hwa hai kai aap log jahan bhi behas kartay ho is mamlay mein whan akelai boltay ho no one bothers to calls or invite any ahmadi scholars ...!! Such jannay kai liye dono taraf ki raye hona lazmi hai ..!! so please dont delete our posts and especially this thread ..!!

    Its a request to Administrator of this forum ..!! jazak Allah

  5. #5
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Before answering to ur question i would like to clear some misunderstanding ... ahhh i know there sO many misunderstanding ... but first let me clear some of them ..!!

    i have read most of the post from u guys ... wat u dO that u people dont upload the whole cutting Hazrat Massih AS ... aap beech mein sai ek point likh daitayhein uss sai yeh hota hai kai meaning kuch ban jata hai ... aap ko chahiye kai pooori cutting pesh kia karein tehreer ki jiss sai tehrir kai sahi meanigs samnai ayein ..!!

    Ofr eg Quran mein ek jaga atta hai kai namaz kai qareeb bhi na jao ... abb koi non muslim yeh paray ga kai yeh kia baat hoi quranmein to har jaga yeh likh aya hai kai namaz parho namaz parho aur yhan ek jaga yehlikh ahai kai namaz kai qareeb bhi na jao to wats this ..!! so actualy the whole ayat is that kai namaz kai qareeb bhi na jao nashai ki halat mein ... so dekho poori ayat ka kia matlab nikla aur beech mein sai ek ponit lai li to kia matlab nikla ... i hOpe u got my point ..!!

  6. #6
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Ok now come to Zia Bhai question ...!! haaha aisa kaisai ho sakta hai zia bhai kai aap sawal karein aur mein jawab na dOon


    aap nai jiss ayat ki taraf ishara kia woh i hope so yehi hai



    To zia sahib as an true ahmadi mein aap ko yeh baat batana chahta hoon kai humara Hazoor PBUH ka khatam-un-nabeyeen honay pai poora kamil yaqeen hai aur hum is ayat pai mukamal yaqeen rakhtay hein ...!!

    Is baray mein bani silsila ahmadiyya ki tehreer ki yeh cutting parh lijye ga
    yeh ek Complete cutting hai jiss sai tehreer kai meanings saaf zahir hOtay hein
    Attached Images Attached Images   

  7. #7
    i love sahabah's Avatar
    i love sahabah is offline Advance Member
    Last Online
    27th December 2022 @ 08:28 PM
    Join Date
    14 Jul 2008
    Location
    Chakwal
    Posts
    982
    Threads
    499
    Credits
    4,100
    Thanked
    409

    Default

    i have read most of the post from u guys ... wat u dO that u people dont upload the whole cutting Hazrat Massih AS ... aap beech mein sai ek point likh daitayhein uss sai yeh hota hai kai meaning kuch ban jata hai ... aap ko chahiye kai pooori cutting pesh kia karein tehreer ki jiss sai tehrir kai sahi meanigs samnai ayein ..!!
    janab meer balaj sahib.
    aap ne kaha k hum mirzy ki books se cuttng ker k aadhi baat pesh kerty hain to tum qadyani log ays akro jo hawaly hum ne dye hain un ki asal pages khud hi send ker do.
    lakin mujy pata hay k tum ye himmat nien ker sakty.
    sodri baat ye k ksi qadyani ne abhi tak humary ksi bhi topic ka jawab nien dya aor khud koi na koi topic start ker dety hain jys ak aap ne kya.
    aap ko chahye k humary topic ka jawab dain. aap log sirf ye keh dety hain k hum ne mirzy ki books se cutting ki lakin abhi tak ksi bhi cutting ko aap ne sabit nien kya. zara pehly os ko sabit krin

  8. #8
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    aap mujhe batayein kai kOn sa hawala ki poori tehrir chahiye aap ko mein pesh kar doon ga ...!!

    baqi sir jee aap mujhe sai batein kai kiss cheez ka jawab chahiye aap ko mein ek ek kar kai sab ka jawab dai deta hOon ... aap plzz pochein tO .. aap nai mujhe sai poocha kai aap ka khatamun nabiyeen wali ayat pai imaan hai mein nai kaha jee hai abb aur poochein aap ko kiss cheez kai baray mein poochna hai abb mein ek sath to itni posts ka jawab nahi dai sakta na ...!!! aap mujhe link hi send kar dein uss post ... i mn jiss purani thread ka aap answere poochna chah rahay hein aap uss thread ka link yahan pai paste kar dien is topic mein...mein aap ko uss ka ans dai doon ga

    aap nai khatam-un-nabyeen wali ayat pai aur question nahi kiye amtlab aap ko yaqeen ho gaya kai hum hazoor PBUH ko khatam-un-nabiyeen mantay hein ... is this sO ..??

  9. #9
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    aap jO yeh keh rahay hein kai mei poori tehreer pesh hi nahi kar sakta to zia sahib bura na manye ga mein to pOori tehreer he pesh karOn ga kion kai mein nai hi yeh baat ki hai aap log tehreer pesh nahi kartay ... i mn i am defending it sO mujhe to karni hi pre gi ...

    aur zia sahib meri baat ko ho sakay to yaqeen karein humesha aap log hi adhoori tehrer likhein gay ... aur likhtay aye hein ..!! mujhe pesh karnay mein bhala kia prob ho sakti hai ... mein to khud chahta hoon kai poori tehreer likhi jaye ...!!

  10. #10
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    aap kai pass sawal hein to poochein ... warna poorani thereads jin ka aap jawab chahtay ho wOh yahan paste kar dein ...!!

  11. #11
    Zia-BH's Avatar
    Zia-BH is offline Senior Member+
    Last Online
    26th October 2016 @ 01:14 PM
    Join Date
    28 Dec 2007
    Location
    Saudi Arabia
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    375
    Threads
    9
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    pehli baat k ye jin se aap baat kar rahay thay Wo zia naheen hummaaray Doosray Bhaaee Thay.....

    Jee Ab aatay hain Asal Mazmoon Ki Taraf....

    ye bataata Chalun k aksar is aayat ka hawala diya jaata hai jab baat poori na ki jaaye.. lekin Ahmediyon nay ye aayat Saboot k liye apnay sab ahmediyon ko sikhaa rakhi hai..

    jab yahan se hum us aik baat ka reference Le k jatay hain to mirza ki books main agla or pichla page bhi dekhtay hain..


    Or ye jo aap nay us aayat k jawaab main paish kiya ye ahmedi web site pe main jab jaata hun to likha hota hai, ye aap ko likhnay ki zaroorat nahi thi..


    main aap pe ye clear karna chaahta hun k aap shaayad sachay Dil se is k peechay Lagay hain magar aap ko haqaayeq ka pata naheen , apni information main izaafa karain..

    mirza nay barri chalaaki or makhan laga k aap(SAW) ko khaatam-unnabiyeen kaha hai ,saath saath apna kaam bhi karta raha hai taakay aap jaisay achay Logon ko gumraah karay, un k dimaagh ghumaa sakay, seriously un ko parh k aisa lagta hai k " aray ye To hazoor(saw) ki tareef kar raha hai" lekin wo baat ghuma k phir usi taarf le aata hai k main Zilli nabi hun..

    -----------------------------------------------------------------------------------

    saari baaton k baad..

    aap ye baataayen k jab aap hazoor(saw) ko khaatam-unnabiyyeen kehtay hain phir mirza jo hazoor(saw) k baad aaya ussay nabi ya rasool q kehtay hain???
    Quran hadeeth ka hiwala dain bass!!!!!!!!!!!

  12. #12
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    hahaha zia mein nai dekha nahi yaar kai wOh koi aur thai ein samjha aap hi ho aur jaldi mein aaphi ka naam likh diya sorry for that ma mistake ..!!!

    zia baat yeh hai kai yaar Allah ki qasam mujhe ahmadiyyon nai kisi nai kuch nahi sikhaya mein pedaishi ahamdi hOon ... jab bara hwa hosh sambhala to idher udher sai batein suni ... to dil mein khudi ehad kia kai yaar haqiqat ko janna chahiye ... to khudi sab kuch parha or gor kia ... dekhO bhai insan ko gor karnay sai pata to chal jata hai kai sach hai kia sach nahi ... sachai kai sath khuda deta hai ... kher sath daina aur taraqi karna yeh to alag topic ho jaye ga kabhi baad mein ayein gay iss ki taraf ....!!

    Dekho zia bhai kalima tayaba mein bhi parhta hoon ....... Hazoor PBUH ko khatamunnabiyeen mein bhi manta hOon quran pai iman mera bhi hai namaz bhi parhta hoon tahujd bhi parhta hoon garz yeh kai saray hi kaam karta hoon ....!! khud bataO mujhe kia shoq hai ahmadiiyat ka sath dainai ka ...!! agar ahmadiyyat jhooti hai to mujhe kia pari hai dozakh mein janay ki ....... yeh baat to sure baat hai kai agar ahmadiyyat jhooti hai to ahmadis saray dozakh raseed hOngay ...!!! dekh yaar na mujhe kisi nai zabardasti ahmadi bana kai rakha hwa hai ... na mujhe koi paisay deta hai ..garz kai mujhe pai koi zor zabar nahi hai ...!!! but mein phir bhi ahmadii hOon ..!! mein nai sach kO dekha hai feel kia hai ..... meri nazar doosray muasharay pai bhi hai har cheez ko mein dekhta hOon ...... yeh jO har cheez kaha na mein nai iss mein buhat cheezein include hein ... for eg musalmano ka haal .. massih kai aanay kai waqat ki peshangOyan ahadees ayatein aaj kal kai musalmanon ka haal ulma ka haal mulk ka haal ... yeh sab cheezein mein nai dekhi hein ..... behasiate ahamadi mein aap logon ko buhata chee tarhan janta hOon ... i mn to say kai mujhe pata hai kai suni kiss tarhan rehtay hein shia kiss tarha rehta hein un ki taqreeb ijlaas yeh woh ..... abb yeh na samjhna kai mein crticize kar raha wat i mn to say kai mein sari cheezon sai waqif hOon ... but tum as a sunni ahmais ko nahi jantay qareeb sai ... na kabhi humari masjid mein aye na kabhi kisi sai itni baatc heet hOi ... yeh sab batein kai in ko paisa dosray mulk daitay hein ... aur bhi pata nahi kia kia yaar kitni lambi details hai miss understanding ki ...!! but kabhi aye hOtay to tumhein farq ka ehsas hota ... tum khud change mehsoos kartay ... dekho zia bhai yeh mein batein kisi ko phansanai kai liye nahi kar raha ...!!! yeh khud mein nai dekhi hai ....... mujhe kia paraee hai ... aap ko har ahamdi kai mun sai yeh sunnai ko milay ga kai KHUDA KI QASAM AGAR AHMADIYAT JHOOTI HAI TO USSAI AAJ HI KHATAM KAR DAI AUR MUJHE MOT DAI DAI .... mein aap ko guarntee daita hOon ..!! har koi yeh kehnay ko tyar hai .... to zia bhai baat wohi kai kuch nazar atta hai to insan rukta hai warna Allah ka ehzab jhelnay kiss ko pasand ho sakt ahai yaar ... kaafir kaafir khelana kiss ko pasand hai .... golian kha kai mar jana kiss ko pasand hai ... apni masjid shaeed hotay dekhna kiss ko pasand hai .... logon ki galian sunna kiss ko pasand hai ... azan na dai sakna kiss ko pasand hai ... qaid o band ki sohbatein jhelna kiss ko pasand hai ............ khud socho na aap bhi .. kuch hai to mein ruka hwa hOon ...!!

    o hope aap meri bateon ko seriously lein gay ..!!

Page 1 of 9 1234 ... LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 5
    Last Post: 11th December 2010, 02:39 AM
  2. Replies: 2
    Last Post: 20th March 2010, 10:51 AM
  3. Replies: 2
    Last Post: 11th November 2009, 10:19 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •