Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 18

Thread: Ahmediyat or Khatamun nabiyeen.

  1. #1
    dr jahanzaib is offline Member
    Last Online
    23rd October 2008 @ 09:20 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Age
    43
    Posts
    15
    Threads
    1
    Thanked
    0

    Default Ahmediyat or Khatamun nabiyeen.

    Mujh se kissi b kissam ki behes karne se pehle in attachments ko zaroor perh lijiyay ga.
    Attached Images Attached Images      

  2. #2
    dr jahanzaib is offline Member
    Last Online
    23rd October 2008 @ 09:20 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Age
    43
    Posts
    15
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    yeh b pechle pages ka hi hissa hay.
    Attached Images Attached Images      

  3. #3
    dr jahanzaib is offline Member
    Last Online
    23rd October 2008 @ 09:20 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Age
    43
    Posts
    15
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    more
    Attached Images Attached Images      

  4. #4
    Zia-BH's Avatar
    Zia-BH is offline Senior Member+
    Last Online
    26th October 2016 @ 01:14 PM
    Join Date
    28 Dec 2007
    Location
    Saudi Arabia
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    375
    Threads
    9
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Sab Parha huwa hai , mirzay ki books ka hawaala detay ho ???, aik dafa phir parh Liya hai aap ki Appeal pe..

    listen Brother....

    ye Man Gharrat Tareef Hai , kabhi Ummatti or kabhi sharaiee Nabi ( Astaghfirullah)

    jaisay main nay Quran ka Hawaalla Diya Waisay Ye Ummatti Nabi Or Sharaiee Nabi ( i dont believe in this defination , ye khud banaaee hai mirza nay etrazaat se bachnay k liye)
    ka hawaala aap bhi Do Quraan Se.. Allah nay Khaatam-unnabiyyeen(Jama hai) kaha k , ab kisi qism k nabiyon ki gunjaayedh naheen...aap kamaal kartay hain mirza ki aap ko itni side lainay ki zaroorat naheen...
    haan nabi(saw) nay 30 jhootay mudiyaan-e-nabuwwat ka kaha thaa wo qeyamat se pehlay zaroor poora ho ga kuch jhootay aa gaye hain kuch jhootay nabi abhi or dawa karain gay ...

    daikhain mirza agar sacha hota to is andaaz main is tarah Ro Ro kar apnay aap pr honay waalay etrazaat ka jawaab denay ki khaatir kitaabain na likhnay bethta k mujhay maantay naheen, kaisay sifaayan de raha hai , Allah k nabi jo sachay hotay hain wo itna maghaz nahi khaatay k hummain nabi maano, Allah khud faisla kar deta hai..

    daikhain 100 saal baad bhi ahmedi zaleel hi rahay , nakaam koshishain kar rahay hain , 100 bad bhi zaleel hain ruswa hai k Allah apnay ghar k paas nahi phataknay Deta in ko.. is k baraks jin Logon nay Mohammad(SAW) ko aakhri nabi(SAW) maana wo aaj bait-ullah ke paasbaan hain.. ye na kahiye ga ab k hazoor(SAW) ko bhi macca se nikaala geya tha , q k wo us ke chand arsay baad fatah-yaab ho gaye thay or maccah keya poray arab ki hakoomat un k haath main thi, or aap 100 saal baad bhi UK k tukrron pe paltay hain.. yaad rakhain aap ko usi din ganday tissue ki tarah phaink diya jaaye ga jab un goron ka maqsad is tehreek se poora ho geya , yani jihaad rokna or or sab ko is ahmedi type k log banaana,


    hawwala aap nay abhi bhi nahi diya k ummatti or sharee kahaan se aaa geya ???? ye meri us aayat ka jawwaab nahi hai janaab??
    Education is Our Passport To The Future...

  5. #5
    Tahir Jatt is offline Member
    Last Online
    10th November 2008 @ 04:13 PM
    Join Date
    15 Oct 2008
    Posts
    26
    Threads
    1
    Thanked
    0

    Default

    zia bhai aap ko mecca ki pasbani pe bohat fakhr hai hona bhi chahiye...
    aik hadith hai jis me sahaba pe puchha ko jo masih ko manegay wo kese hongay aap n(s.a.w)ne farmay wo mere sahaba jese hongay...
    zara ghor karain wo tamam pabandiyan jo us waqt k kufar ne huzur(s.a.w) per lagayi thi wo aaj k ullama ne hum per lagayi hain...
    aaj hum kalima parhain tou in ullama k din me aag lag jati hai...halan k huzur(s.a.w) ki zindagi me esa koi waqeya nahin k aap ne kisi ko is se mana kiya ho..ya kisi sahabi ne ...lekin chuun k aaj k ullama apne aap ko ziyada ghairat mand samajhte hain tou ye bhi gawara nahin karte...aur sirf ye keh k nahin g ye bahir kuch aur,aur dil me kuch aur kehte hain...pata nahin suna tha dilon k bhaid khuda jaanta hai,,ab ye naik ullama bho jaanne lag gaye hain...
    jab khuda k rasul ne ne kaha k aane wala maseeh nabi-ullah hoga.aik martaba bhi nahin bal k 4 martaba aik he hadith me kaha tou aap kese jhutla sakte hain...mere bhi aap ko hadith zurur mil jayegi kyon k aap tou us k pasban hain,agar na mile tou ye aap ka bhai paish kardege....


    aur jo aap ne kaha kitna ro ro k keh rahe hain...ye tou kuch nahin huzur (s.a.w) k liye khuda ne ye kaha k aey muhammed(s.a.w) kya tu apne aap ko is gham me halak karle ga k ye log eeman nahin late...arsh k khuda ne ye gawhi di...sub se ziyada zoor tou huzur(s.a.w) ne kagaya hai.aur chuun k hazrat masih-e-maood bhi unhi ki pairwi me aur unhi ki kamil attaat me the yeh dard un me bhi tha...unho ne bhi huzur(s.a.w) se kuch faiz paya aur us muhammedi faiz ne he dil me ye tarap paida ki aur khalq-ullah k liye ye dard paida kiya..is me hansne ka nahin bal k us masih ki awaz pe labbaik kehne k muqam hai....
    ayr ye jo aap angrez angrez ki ratt lgate hain,khudar hazrat masih-e-maood ko agar manne ki toufiq nahin tou na mane lekin jis khuda ko mante hain use tou kamzor na sakjhain,,,khuda ki kasam hamara khuda tou itna kamzor nahin k in angrezo ka muqabla na kar sake...
    jis masih ko hum ne mana use khuda ne ye ilhaman bataya

    QADIR HAI WO BAARGAAH,TOOTA KAM BANAAWE
    BANA BANAYA KAM TOR DE KOI US KA BHAID NA PAWE
    kon hote hain ye angrez jo koi kam banaen,hamara qadir khuda he hai jo her kam ko banane wala hai....

  6. #6
    Zia-BH's Avatar
    Zia-BH is offline Senior Member+
    Last Online
    26th October 2016 @ 01:14 PM
    Join Date
    28 Dec 2007
    Location
    Saudi Arabia
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    375
    Threads
    9
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    saari baaton pe aap nay behes ki lekin end waali baat phir Gol kar gaye.. ye hai wo gol chakkar jis ka main aap ko kehta rehta hun..


    meri pehlay waali post k aakhir main jo likha hai us ka quraan O Hadeeth se hawwaalla dain...

  7. #7
    i love sahabah's Avatar
    i love sahabah is offline Advance Member
    Last Online
    27th December 2022 @ 08:28 PM
    Join Date
    14 Jul 2008
    Location
    Chakwal
    Posts
    982
    Threads
    499
    Credits
    4,100
    Thanked
    409

    Default

    salam to all muslims

    ayr ye jo aap angrez angrez ki ratt lgate hain,khudar hazrat masih-e-maood ko agar manne ki toufiq nahin tou na mane lekin jis khuda ko mante hain use tou kamzor na sakjhain,,,khuda ki kasam hamara khuda tou itna kamzor nahin k in angrezo ka muqabla na kar sake...
    jis masih ko hum ne mana use khuda ne ye ilhaman bataya
    janab tahir sahib aap kis munh se angrez ka muqabila kerny ki baat kerty hain aap ka mirza qadyani to angreez ka khud ajent tha jis ne angrez k kehny pe jhuti nabuwwaat ka dawa kya .
    zara mirzy ki book KASHFUL GHITA ka pehlala page perhian.
    wahan mirza qadyani to angrez se minnatin kerta aor guzarishain kerta nazar aye ga.

  8. #8
    Zia-BH's Avatar
    Zia-BH is offline Senior Member+
    Last Online
    26th October 2016 @ 01:14 PM
    Join Date
    28 Dec 2007
    Location
    Saudi Arabia
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    375
    Threads
    9
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    right (ILS)

  9. #9
    i love sahabah's Avatar
    i love sahabah is offline Advance Member
    Last Online
    27th December 2022 @ 08:28 PM
    Join Date
    14 Jul 2008
    Location
    Chakwal
    Posts
    982
    Threads
    499
    Credits
    4,100
    Thanked
    409

    Default

    salam to all muslims

    aor ye topic khatimun nabyeen ka hay aor es topic ka jawab mien ne dia hay .
    jo hawaly dr jahanzeb sahib ne dye hain un ka jawab hay wahan ksi qadayni ne koi jawba nein dya?

  10. #10
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    bhaio ye log buss fazool baten he kar saktey hain aur bat ko gol mol hee kar saktey hain....in ka jhoot phelane ke elawa aur koi kam hai bhi nahi.....

    aur maine isee section mein aur islamic history and waqeyat section mein bhi imam mehdi per threads banaye hain magar dheet pann ki inteha dekheye ke jhooti ahadee bana kar irze kazab ko mehdi bana rahe hain...

  11. #11
    Tahir Jatt is offline Member
    Last Online
    10th November 2008 @ 04:13 PM
    Join Date
    15 Oct 2008
    Posts
    26
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    zia bhai mene aap se aik hadith mangi thi muslim ki jis me aane wali nabi ko nabi-ullah kaha gaya hai...agar aap wo likh daingay tou ye baat wazeh hojayegi,kyon agar hamara ikhtilaf dekhain tou wo kis baat pe hai,wo sirf ummati nabi k hone pe hai...
    aap bhi ye mante hain air hum bhi k koi nayi shriyat nahin ayegi,jo koi ayega huzur(s.a.w) ki atta'at me he ayega...
    kyon wo hadith attach nahin karte,koi darr hai kya,,,

  12. #12
    Tahir Jatt is offline Member
    Last Online
    10th November 2008 @ 04:13 PM
    Join Date
    15 Oct 2008
    Posts
    26
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    janab tahir sahib aap kis munh se angrez ka muqabila kerny ki baat kerty hain aap ka mirza qadyani to angreez ka khud ajent tha jis ne angrez k kehny pe jhuti nabuwwaat ka dawa kya .
    zara mirzy ki book KASHFUL GHITA ka pehlala page perhian.
    wahan mirza qadyani to angrez se minnatin kerta aor guzarishain kerta nazar aye ga.

    bhai agar hum minte karte nazar aate hain tou plz aap tou na karain...
    aap kyon ye keh dete hain k g angrezon ne sath diya is liye ahmadi bach gaye.hum jis tarha muqabla kar rahe hain wo bhi aap ko sabit kar daingay dont worry.....apna qibla tou durast karlain,khuda pe kamil yaqeen tou bana lain....
    hamara tou ye manna hai k koi agar nabuwat ka dawa kare tou khuda use kabhi taraqi nahin dega...aap is k baraks koi misal dekh lain....

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. misak nabiyeen میثاق النبین
    By Fast_Ismail in forum Islam
    Replies: 6
    Last Post: 17th January 2012, 02:08 AM
  2. ahmadiat aor khatamun nabiyeen(dr jahanzeb k pamphalat ka jawab)
    By i love sahabah in forum Khatm-e-Nabuwat
    Replies: 11
    Last Post: 23rd October 2008, 12:04 PM
  3. Khaat-e-mul Nabiyeen (saw)
    By asifyameen in forum Islam
    Replies: 2
    Last Post: 22nd April 2006, 02:58 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •