Umeed karta hn k itd k tmam memberz,vistors and guests khariat sy hn gy main ap k liye Ramdan ul Mubarik mein kuch Islamic information umeed hai ap ko pasand aae gi agr pasand aa jaye to THANX ke BUTTON par click krna mt bhulie ga

1.Ap Hazart Muhammad (SAW) ne 15 saal ki umer mein jang mein hisa liya tha jise jange fijar kehte hain
2.Nobal inam hasil karne wali pehi shahsiyat ka naam "Anwar Alsdaat" hai.
3.Hazrat Musa (A.S) ke zimane mein Firon aor uski qom par 9 azab aae the.
4.Pehli Hijrat e Habsha mein 7 mard shamil they.
5.San e Hijri ki ibtda Hijrat e Madina ke waqia sy hui.
6.Hazrat Usman Gani (R.A) khalifa e rashid ko Jamea Alquran kaha jata hai.
7.Quran Majeed mein 7 Manzlein hain.
8.Islamic mulk TOGO Africa mein hai.
9.Mulk e Habsha ka mojuda naam EYTHOPIYA hai.
10.Umre aor Haj k liye Mardon ka ihram 2 chadron par mushtmil hota hai.
11.kashti pegambr Hazrat Nooh (A.S) ki ijad hai.
12.Deibal nami shehr Muhammad Bin Qasim ny fath kiya.
13.Umul Kitab yani Kitabon ki MAA QURANE HAKEEM KO KAHA JATA HAI.
14.Alfaz ki tadad ke itbar sy QURAN E MAJEED ki sab sy chhoti Surah KOSAR hai.
15.Police ka mehkma Halifa e Rashid Hazrat Umer Farooq (R.A) ne qaim kiya.