Assalam alaikum
doastoun aaj kal usb main aik ajeeeb sa virus aa raha hai
jis say usb kay andar ka tamam data ghayab ho jata hai baaz dafa hidden ho jata hai or baaz dafa nazar hi nahin aata hai kisi surat
bus usb main space show hoti hai k (itnay mb used)
abb kia kiya jayai saray antivirus chala k daikh liyai
or jis system main yai usb lagai jayai us system main b yai muntaqil ho jata hai...
Usb ko format karain or dobara lagayain to bhi wapis aa jata hai...
Shayad system say aa jata hai....
Usb ko open karain toa aik usb ka short cut bana aata hai....
Wo kisi surat nahi ja raha hai....plz help karay koi.......
Kafi dino say mere kisi bhi problem ka solution kisi nay nahi bhaija.......plz maddad kardain shukriya
Bookmarks