Assalam o Alaikum
Dear IT Members Mere pass Dell ka GX620 tower System Hai Jo Aj Subha Say Tang Kar Raha hai

Masla yeh hai Jab mein PC On Karta hon to windows Start ho jati
Aur jab Desktop Ata hai to kuch hi Secound mein lining a jati hein Aur pc band ho jata hai aur jqb dubara Start karta hoon to Fan fast chalny lag jata hai phir mein mein pc of karky dubara on karta hoon to on ho jata hai aur phir lining wali screen a jati hai help ke pllllzzzz:what::what: