Salam friends kafi din baad it dunya ko phir se join kia hai... dosto koi mujha bata sakta hai k ager koi data wagir mein kesi ko send karna chahu jis ki size 20mb se zada ho to mein unhe kaise send karsakta hu.? yahoo pa to i think 10mb se zada data send nahi kia ja sakta ... plz kesi ko information ho to detail se bata de.. ya koi softwar koi tareeqa ho to mujha zarur bata de tareeqa.. thanks in advance.
Bookmarks