Aslam-0-Alaikum
maine aik payoner pe acount bnaya or wo aprovd ho gaya uske bd maine aik paypal pe bana k usko payoner se verify kiya ab agr mjy kisi waja se payoner ka card na mily to main card k bgair cash nikalwa nai sakta waisy payoner ma maine apna real adres ad kiya hai card milny ma abi kch din hai 2nd. Jb ham koi rakam paypl pe send krty hai to wo kya khud ba khud payoner ma chali jati hai ya ya khud bejni parti hai plz solv my problm
Bookmarks