Jate jate usne yahi kaha ki
hum aapko pasand nahi
karate
Humne kaha hum jao ab
hum aapko tang nahi karate
Usne kaha hume aapse
achcha mil gaya h koi
Humne kaha dhokha khake
vapis aaoge yahi
Usne kaha vo mujhse
bahoot pyar karata h
Maine kaha kya vo muhse
jyada aitbar karata h
Usne kaha vo jann h meri
Maine kaha ek din dil
todega vahi bareki se teri
Bookmarks