Teacher in exam :- Udas kyun ho??
Kya pen, pencil, roll no. bhul gye....!!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Student:- Dimag khrab mat kr yha main galat
subject padhke aa gya, tuje
pen pencil ki padi hai....!!
Ye joke parh k mere dimag mein aik sawaal aya ke,,
kya kabhi kisi k sath aisa hua hai?
ager hua hai to us ke baad apka action kya tha..??
us subject ka kya bana fir exam mein?
pass ya fail?
Bookmarks