Assalam o alaikum
Hamare gaon me do logon ne mukhtalif wifi network banae hue gain unhon ne ishtaam karwaya hua he ke 10km ke andar koi wifi network nahin bana sakta agr kisi na banaya to kaarwaai ki jae gi
Agr ham wifi network banain to kia hamare sath kaarwaai ho gi
Agr kisi ko pata ho to zaroor batana khas tor par wifi networking karne wale

Or koi aisa qanoon he jis se aisi kaarwaai ki ja sakti he

Allah hafiz