Assalam alaikum dosto a challenge 4 everone.
Ek aadmi ek drgah pe jata hai .un k pas kuch paise hote hain drbah pe dua mangta hai k ye mere paise double ho agar double hue to 5 rs ki mithai taqseem kronga.paise double hote hai aur woh 5 ki mithai taqseem karta hai baqi k bache paise le kr dusri drgah pe jata hai aur phir wohi dua mangta hai paise bhi double hote hai mithai wahi bhi 5 ki tqseem krta hai.is trha woh 5 drgahon pe jaata hai aakhiri drgah pr 5 ki mithai taqseem krne k baad us ke pas kuch bhi nhi bchta ghar khali aata hai .btao us k pas shuru me ktne paise the?