Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 19

Thread: Allah is present in everything sciencist aur flosfee log ko mera jawab.

  1. #1
    Aftab abbasi is offline Senior Member+
    Last Online
    17th May 2015 @ 02:59 PM
    Join Date
    31 May 2013
    Age
    29
    Gender
    Male
    Posts
    483
    Threads
    75
    Credits
    0
    Thanked
    8

    Default Allah is present in everything sciencist aur flosfee log ko mera jawab.

    Aslam alaikum dosto main un logo ko kuch khas baten btana chahta hoon jo log Allah par yakeen nahe rakhte, sub se pehli bat ke Quran sharif main hai k har nafs ko mot ka zaika chakhna hai to main yeh soch raha tha ke dunya itni taraki kar gayi hai har beemari ka ilaaj nikala gaya hai phr bhee insaan kisi bhe cheez ko mot se nahe bacha sakta Aur ye baat Quran sharif ne 1400 saal pehle he saabit kardi hai.

  2. #2
    Join Date
    30 Mar 2013
    Location
    swabi
    Age
    27
    Gender
    Male
    Posts
    2,744
    Threads
    121
    Thanked
    110

    Default

    wa0o great bro .bilkol

  3. #3
    Aftab abbasi is offline Senior Member+
    Last Online
    17th May 2015 @ 02:59 PM
    Join Date
    31 May 2013
    Age
    29
    Gender
    Male
    Posts
    483
    Threads
    75
    Credits
    0
    Thanked
    8

    Default

    2: doosri bat ye ke Quran sharif main Allah taala farmata hai ke sub se pehla insan hazrat adam a.s tha to ap khud he sochen ke insan ka wajood kese aya kya wo khud peda huwa? kya ye bat mumkin hai? Agar khud paida huwa to itna complete kyun bana har cheez jese ankh bni to kaan kyun bane kaan bana to naak kyun bani aur jab insan khud paida hua to barha kyun paida hua agar bacha paida hota to wo pyas aur bhook main he marjata aur agar barha paida huwa to ye bat zarur sochiye kese mumkin hai ke wo khud paida hua ho ye bat sabit hai ke insan jab wajood main aya to wo bacha nahe tha aur iska Mukamal knowledge humain QURAN sharif HE DAita hai bilkul sabit karke.

  4. #4
    Aftab abbasi is offline Senior Member+
    Last Online
    17th May 2015 @ 02:59 PM
    Join Date
    31 May 2013
    Age
    29
    Gender
    Male
    Posts
    483
    Threads
    75
    Credits
    0
    Thanked
    8

    Default

    3. Science humain ye btata hai ke insan ke andar kya kya cheezain hain to kya ye cheezain khud he bani hai agar khud bani hai to itna complete kyun!! Agar khud bani hain to lazmi bat hai ke humare undar koi kami honi chahye agar mind hai to heart kyun hai heart hai to mind kyun hai science humain ye btati hai k insan main kitne cell hai etc par wo ye kyun nahe btati ke khud ba khud itni complete cheezain kese bani ? hazaro saal pehle bana huwa insan har cheez karleta hai aj par wo rooh kya hai jo insan mojood ho to zinda hota hai nikal jaye to insan marjata hai maine QURAN SHARIF MAIN EK AYAT MAIN PARHA hai Jiska matlb ye hai ke tum logo ko itna ilim nahe jo isko samaj sako maine 1400 so saal k purane sawal ka jawab hasil karna chaha par such main kisi insan ko itna ilim he nahe mujhe jawab nahe mila ye bat bhe Quran sharif ne saabit kardi hai.
    Last edited by Aftab abbasi; 17th November 2013 at 08:59 PM.

  5. #5
    AHMAD SAHIL's Avatar
    AHMAD SAHIL is offline Senior Member
    Last Online
    15th October 2017 @ 08:20 PM
    Join Date
    14 Sep 2013
    Location
    Jubbi
    Gender
    Male
    Posts
    3,511
    Threads
    64
    Credits
    193
    Thanked
    739

    Default

    Nyc sharing
    ‏*‏**جبی شریف***[SIGPIC][/SIGPIC]

  6. #6
    Aftab abbasi is offline Senior Member+
    Last Online
    17th May 2015 @ 02:59 PM
    Join Date
    31 May 2013
    Age
    29
    Gender
    Male
    Posts
    483
    Threads
    75
    Credits
    0
    Thanked
    8

    Default

    4: kya jinaat aur malaik such main hote hain!? Ye ek gaib ka ilim hai jis par buhat kam log yakin rakhte hain maine is bat ko janne ki buhat koshish ki akhir mujhe sirf ek he rasta mila jo maine apni ankho se daikha ap logo ne jhoola daikha hoga jo kisi kisi ke ghar main hota haia aur hum isko sindhi main peengha kehte hain sham ka time tha maine daikha ke wo khud chal raha tha apni ankho se' phr socha kya ye zilzala tha? Zilzala tha to dusri cheezen kyun nahe chal raheen aur ye har roz chalta rehta hai kya har roz zilzala ata hai? Kya koi insan isko chala raha hai agar han to wo nazar kyun nahe aa raha? Akhir mera aqul yahan jake khatam huwa k koi gaibee cheez hai jo mujhe nazar nahe a rahi aur ap bhe zaroor daikhen rat ko jhoola khud he chalta hai aur ye Bat bhe Quran sharif ki such sabit hogai ke jin aur malaik hote hain.

  7. #7
    Aftab abbasi is offline Senior Member+
    Last Online
    17th May 2015 @ 02:59 PM
    Join Date
    31 May 2013
    Age
    29
    Gender
    Male
    Posts
    483
    Threads
    75
    Credits
    0
    Thanked
    8

    Default

    5.ye dunya wajood main khud aayi to har cheez itni complete kyun bani sooraj agar humari zameen par hota to wo humain jala daita agar ye khud bana to hum se itna door kyun hai Jo humain koi nuksan nahe de raha? Aur hawa kyun bani wo to humain nazar bhe nahe ati phr kyun ghoomti rehti hai? Wo na hoti to hum sub 5 minut main marjate aur sooraj ki roshni humain kyun milti hai agar din main bhe andhera hota to kitni mushkilat hoti humare liye?aur humare khane ki chezen kyun bani agar khud bani to humari sehat ke liye bhe faide mand kyun banin? Aur agar khud pehle bani theen ye sub cheezen to ab khud kyun nahe banti? Be shak wo Allah he jis ne ye poora system bnaya aur is par control bhe.

  8. #8
    Akhtar170 is offline Advance Member
    Last Online
    29th December 2023 @ 08:19 AM
    Join Date
    12 Oct 2013
    Age
    29
    Gender
    Male
    Posts
    1,029
    Threads
    92
    Credits
    318
    Thanked
    23

    Default

    yar aftab veri good ,science parhne wala insan science parh k khuda pe bharosa khatm kr deta hai.yar sochne wali bt hai, science ne har chees bnai hai,toh ek adimi ku nahi bnate jiss mein sans ho.ye jo dunya hai itni bhari dunya,koi hai jo Iss Dunya ko chala raha hai. Aur Wo sirf khuda he .

  9. #9
    Aftab abbasi is offline Senior Member+
    Last Online
    17th May 2015 @ 02:59 PM
    Join Date
    31 May 2013
    Age
    29
    Gender
    Male
    Posts
    483
    Threads
    75
    Credits
    0
    Thanked
    8

    Default

    6.kya insan phr zinda honge qayamat ke din agar ha to ye kese possible hah? Jab hum pehle paida huwe hain to kya humain ye bata tha ke hum paida honewale hain? Nahe bata tha to kese paida huwe? Agar paida huwe to kyun paida huwe ? Agar paida huwe hain to hum marte kyun hain ? Akhir humara maqsad kya hai? Jab hum pehle paida huwe the tab humain paida hone ka ilim nahe tha Lekin Allah ne chaha to paida hogaye agar humari soch ye bhe hoti ke hum paida na hon phr bhe hum paida zarur hote' agar humari soch ye hai ke aage phr hum kabi paida nahe hosakte to Allah jisne phle jis tarha paida kya wo kar sakta hai agar hum is main razi ho ya razi na ho.aur jab hum paida huwe hain to zaroor koi waja hai jo humain zindagi mili hai Allah talla farmata hai ke hum ne tum logo ko isliye paida kya take tum ko azmaye ke tum main se kon ache amal karta hai.aur hum ne kya acha kiya? kiya bura kiya? Ye sub humain marne ke baad he pata chalega.

  10. #10
    Aftab abbasi is offline Senior Member+
    Last Online
    17th May 2015 @ 02:59 PM
    Join Date
    31 May 2013
    Age
    29
    Gender
    Male
    Posts
    483
    Threads
    75
    Credits
    0
    Thanked
    8

    Default

    Thanks yr akhtar and well done.

  11. #11
    Aftab abbasi is offline Senior Member+
    Last Online
    17th May 2015 @ 02:59 PM
    Join Date
    31 May 2013
    Age
    29
    Gender
    Male
    Posts
    483
    Threads
    75
    Credits
    0
    Thanked
    8

    Default

    7. Is dunya main science ki misaal aise hai jese example main ek kam karta hoon aur koi mujhse pochta hai ke maine ye kam kyun kiya? Main us ko sirf iski waja bataoonga ke is waja se maine ye kam kiya hai. Lekin Quran sharif humain aisi taleem daita hai jese main koi kam karta hoon aur koi mujse waja poochta hai to main waja btata hoon lekin us waja ki bhe waja kya hai ye bat Quran shareef he btata hai humain.

  12. #12
    IshqBeparwah's Avatar
    IshqBeparwah is offline Advance Member
    Last Online
    13th May 2020 @ 06:36 PM
    Join Date
    08 Nov 2013
    Location
    Kheyaloon Main
    Gender
    Male
    Posts
    2,148
    Threads
    73
    Credits
    1,375
    Thanked
    187

    Default

    Thanks for sharing
    Ae Dil,,,, Tu Kyun Khush Ho Raha Hai,
    Pagal Sirf Saal Badla Hai,,,, Log Nahi....!!!!

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Yeh Hi Ghubaar Mera
    By aslam taj in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 5
    Last Post: 19th April 2010, 08:08 PM
  2. Many layrics of Naat(Shan's collection)
    By Ashiq e Rasool in forum Hamd-o-Naat
    Replies: 99
    Last Post: 23rd July 2009, 11:08 PM
  3. ~~~* Aap Ka Kaya Khayal hai? *~~~
    By waqar451 in forum Islam
    Replies: 0
    Last Post: 28th December 2008, 12:15 AM
  4. Musa a.s ka sawal , Or Allah ka Jawab .... !
    By zarbe_haider05 in forum Baat cheet
    Replies: 2
    Last Post: 23rd October 2008, 07:49 AM
  5. ALLAH, hum aur Hamray Hukmraan
    By bestnaeem in forum Halat-e-Hazra
    Replies: 9
    Last Post: 3rd September 2008, 05:21 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •