Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 13 to 16 of 16

Thread: Zaroor pahiye! Doosri makhlooqat k baray me zaroori maloomat.

  1. #13
    Zohaib hyder's Avatar
    Zohaib hyder is offline Senior Member+
    Last Online
    6th June 2015 @ 01:33 PM
    Join Date
    13 Oct 2013
    Location
    Hyderabad
    Gender
    Male
    Posts
    499
    Threads
    68
    Credits
    0
    Thanked
    26

    Default

    Quote IshqBeparwah said: View Post

    1. Bhai ap ne is me ghalat kaha hy k jinnat ki waja se bemari ni hoti.
    Jahan par jinnat rehte hain wahan ja kar un ko thora naqsan panchao phr ap ko khud pata chal jaye ga k un ki waja se bemari hoti hy ya ni.ok

    2. Ye ap ne bilkul thek kaha hy k kisi buri aatma ka jism par qabza ni hota.
    Aur
    bemari b ho sakti hy aur ye jinnat b kar dete hain aisa agr un ko naqsan punchaya ho.


    3. 95% thek mgr kuch farishtain na to ni karte mgr wo kam ni kar pate jo KHUDA ka hukm hota hy.
    KHUDA ne jab insaan banaya tha to zameen se mitti lane ka 1, 1 kar k frishto ko kaha tha mgr jo b frishta zameen py mitti lene jata.
    Mitti ro ro kar usay mitti le jane se rokti to wo mitti ni le jata tha.
    Kai frishtay aise khali aye the aur phr 1 frishta gya aur jis ne zameen py ja k mitti laya tha us ne zameen ki ni mani.
    KHUDA ne us frishty se pucha k tumain zameen par taras ni aya to us farishty ka jawab tha k agr me zameen py taras kar k mitti na lata to KHUDA k hukm k na farmani hoti.
    Aur aj wohi frishta humari rooh qabz karne k lye chuna gya.
    Jis frishty ka zekr ap ne kia hy.

    4. 100% thek
    alien par yaqen sirf english filmain dekhne wale kartain hain. QK english filmo me aise ajeeb chezain banai hoti hain.

    5. Is ka mujhe ni pata
    han mgr ye suna hy k agr bartan dhanp kar aur rat ko dho kar rakhain to bemariya ni lagti.


    thanks for sharing.


    [QUOTE=IshqBeparwah;4361144][COLOR="Green"][SIZE="5"][CENTER][FONT="Comic Sans MS"]

    beshak aapne thk kaha aur jinnat ko agr nuqsan pohnchaya jae to wo tang ya nuqsan zaroor karte hn lekin bemar nai krte bemari allah k hukm sy aati h aur jati h. Aik buzrig thy jo bary hi naik thy unhon ny aik rat doodh piya to wo bemar pargaye unhon ny socha ye bemari doodh ki waja sy hui h jb wo wafat kar gaye to allah ny unko farmaya k kya tmhen doodh peenay k bad bemari hui thi kaha han kya tmne socha tha k ye bemari doodh ki waja sy hui h kaha han farmaya gaya k us doodh ki kya majal jo tmhen bemar kare bemar karne pr sirf allah qadir h.

  2. #14
    saqibzeya's Avatar
    saqibzeya is offline Senior Member+
    Last Online
    9th December 2018 @ 01:43 PM
    Join Date
    03 Oct 2013
    Location
    azamgarh
    Age
    33
    Gender
    Male
    Posts
    110
    Threads
    40
    Credits
    19
    Thanked
    7

    Default

    ♥♥♥♥♥★★★very good bhai★★★♥♥♥♥♥

  3. #15
    sabinkarim's Avatar
    sabinkarim is offline Advance Member
    Last Online
    26th December 2022 @ 12:43 PM
    Join Date
    23 Feb 2009
    Location
    Multan
    Age
    60
    Gender
    Male
    Posts
    1,839
    Threads
    29
    Credits
    1,432
    Thanked
    88

    Default

    Shukriya

  4. #16
    Join Date
    16 Aug 2009
    Location
    Makkah , Saudia
    Gender
    Male
    Posts
    29,914
    Threads
    482
    Credits
    150,392
    Thanked
    970

    Default

    بھت اچھی معلومات والا تھریڈ ہے اشتراک کا شکریہ

Page 2 of 2 FirstFirst 12

Similar Threads

  1. 7111 ki service k baray main maloomat
    By aneesbhatt in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 2
    Last Post: 27th January 2011, 02:51 PM
  2. Results ka baray may maloomat
    By awanasad in forum Ask an Expert
    Replies: 4
    Last Post: 11th June 2010, 12:09 PM
  3. password k baray may maloomat
    By awanasad in forum Solved Problems (IT)
    Replies: 6
    Last Post: 7th June 2010, 05:49 PM
  4. Hazrat Ibrahim Alaehissalm kay baray main maloomat
    By Farhan Noor in forum Islamic History aur Waqiat
    Replies: 7
    Last Post: 12th July 2009, 11:06 AM
  5. Replies: 1
    Last Post: 10th June 2007, 11:47 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •