Assalam-u-alikum!
mujha ya pochna hai ka kia ksi ko ufone utune banani ati hai ya koi software bata sakta hain jis main hum kud utune bana lain,main nai buhat koshish ki lakin kabhi siza bara or kabhi format ghalat,kia koi it expert agar maloom hai to help ker karain ga...