Mein xp per kuch software install krna chahta hon lekin installation k duran wo administrator password mangta hai.. mere pass nhi hai... to ab mein kis tarha is ko access karun ??

koi solution hai kisi bhi tarha ka?